Bewafa poetry
Bewafa poetry captures the essence of heartache and betrayal in love. These poems eloquently express the pain and sorrow experienced when trust is broken. Such poetry resonates deeply with readers, providing a mirror to their own feelings of betrayal and heartache. here you will read best sad bewafa shayari in Urdu 2 lines.
Na soch ke teri yaad mein hum tadap rahe hain
teri bewafai humein logon se aashna kar de
Kabhi jo ghour se dekho to itna jaan lo ge tum
ke har lamha tumhare bin hamari jaan leta hai
Be dard hain yahan log bhala soch ke karna
is daur mein logon se wafa soch ke karna
Sochta hoon khud par hi laga lo ilzam
dil manta hi nahi ke tu bewafa thi
Koi rooh ka talabgar mile to hum bhi mohabbat karein
warna dil bohot milte hain koi dil se nahi milta
Nahi hai naumeed Iqbal apni kisht-e-weeran se
zara nam ho to yeh mitti bohot zarkhez hai saqi
Daur-e-haazir mein mayassar har cheez hai lekin
kahaan se dhoondh ke laoon woh bichhre hue log
Woh chala gaya mujhe chhod kar main badal na paya aadatein
usse sochna usse chahna mera aaj bhi mamool hai……💔💔
Sitam yeh nahi ke woh wafa nahi karta
talkh lehje mein kehta hai, ja nahi karta
Sad bewafa poetry in Urdu
Love is a beautiful emotion that resides in every heart, but when this love turns into infidelity, the heart is broken and the soul is wounded. Unfaithful poetry is the voice of a broken heart that comes from the depths of the heart. Bewafa poetry has a unique place in Urdu literature because it describes the heartache and pain so beautifully that the reader feels lost in the lines.so without wasting your time, you can read sad bewafa poetry in Urdu with images.
Chhod jana itna hi zaroori tha to kam az kam
apni yaadon ko bhi bewafai sikha kar jate
Nahi chhod sakte hum doosron ke haath mein tum ko
laut aao ke hum abhi tak tumhare hain
Us ne kaha tha ke tum mein ab woh baat nahi
hum bhi khaas hote agar bewafa hote
Yeh mat sochna ke hum ghafil ho gaye hain teri yaad se
bas tumhein masroof samajh kar zyada tang nahi karte
Matlab khatam hua to mujhe chhod gaya woh shakhs
faqat yeh keh kar, ab hum aap ke kuch nahi lagte
Tum mujhe chhod ke jao ge to mar jaoon ga
yun karo jane se pehle mujhe pagal kar do
Nahi jaanta main rawaj-e-duniya bas itna kahoon ga
wafa sirf naam hai aur bewafai sar-e-aam hai 🌹🌹
Maine kab us se mulaqat ka wada chaaha
door reh kar bhi usse aur zyada chaaha
shiddat se yaad aaya bewafa mujhe
jab bhi usse bhool jane ka irada cha aha
Ek naqsh bhi idhar se udhar na hone paye
main jaisa tumhe mila tha mujhe waisa juda karo
Woh to jaan le ke bhi waisa hi naik raha
ishq ke baab mein sab jurm humare nikle
Love and bewafa poetry
In bewafa poetry, sorrow and sadness are depicted with profound beauty. These poems articulate the moments when love fails and the heart breaks. Bewafa poetry not only captures the essence of emotional pain but also connects readers to their own experiences of love and loss, offering solace through shared grief.so here you can read in Urdu And Roman English languages.
جب دل میں چاہت نہ رہے تو
باتیں خود بخود کڑوی لگنے لگتی ہیں
Jab dil mein chahat na rahe to
baatein khud ba khud karwi lagne lagti hain
ہم شجر تھے اور شجر ہی رہے
وہ بدلتا رہا موسموں کی طرح
Hum shajar the aur shajar hi rahe
woh badalta raha mausamon ki tarah
میں بہت ظالم ہوں اے میرے دل
تجھے ہمیشہ اس کے حوالے کیا جسے تیری قدر نہیں
Main bohot zalim hoon aye mere dil
tujhe hamesha us ke hawale kiya jise teri qadr nahi
آؤ نا مل کر ____ ڈھونڈ لائیں
کوئی وجہ پھر سے ایک ہونے کی ❤️
Aao na mil kar ____ dhoond laayein
koi wajah phir se aik hone ki ❤️
کیوں کہوں بے وفا اسے 💔
میں نے بھی تو وفا نہیں کی
Kyoon kahoon bewafa use 💔
maine bhi to wafa nahi ki
بات کرنا اور پھر مکرجانا
اہلِ کوفہ کا سایہ ہے تجھ پر
Baat karna aur phir mukar jana
ahl-e-Kufa ka saaya hai tujh par
بدلتے لوگ میں نے بہت دیکھے ہیں
پر تم نے تو حد ہی کردی۔
Badalte log maine bohot dekhe hain
par tum ne to had hi kardi
فاتحہ پڑھنے بھی مت آنا
یہ حق بھی کھو چکے ہو تم
Fatiha parhne bhi mat aana
yeh haq bhi kho chuke ho tum
❤عشق__ڈھونڈتا_ہے_____ہمیں
❤در__بدر _______گلی __گلی
❤Ishq__dhoondta_hai_____humein
❤dar__badar _______gali __gali
ﭘﮭﺮ ﺍﺱ ﮐﮯ ﺑﻌﺪ میرﯼ ﺭﻭﺡ ﻣِﯿﮟ ﺳﮑﺖ ﻧﮧ ﺭﮨﯽ
ﻣَﯿﮟ ﺍﻋﺘﺒﺎﺭ ﮐﯽ ﺳﯿﮍﮬﯽ ﺳﮯ، ﺟﺐ ﮔﺮﺍﯾﺎ ﮔﯿﺎ
Phir us ke baad meri rooh mein sakt na rahi
main aitbaar ki seedhi se, jab giraya gaya
یعنی تم بهی بہار جیسے ہو
چهوڑ دو گے ہرا بھرا کر کے
Yani tum bhi bahar jaise ho
chhod do ge hara bhara kar ke
موت کا غم نہیں مجھ کو
غم تو یار کی بے وفائی کا ہے
Maut ka gham nahi mujh ko
gham to yaar ki bewafai ka hai
گڈی چلدی روک گئی اے
مطلب رہ گئے نے ہمدردی مک گئی اے
Gaddi chaldi rok gayi ae
matlab reh gaye ne hamdardi muk gayi ae
تمہارا بدلنا تمہیں مبارک ہو
ہم بدلے تو محبت بدنام ہو جائیگی
Tumhara badalna tumhein mubarak ho
hum badle to mohabbat badnaam ho jaayegi
ایسی محبت کا کیا کرے کوئی
جو کسی کو آزما کر وآپس آئی ہو
Aisi mohabbat ka kya kare koi
jo kisi ko aazma kar wapas aayi ho
جو دعا س
ے نکل جائے
اسے بددعا میں کیا یاد رکھنا
Jo dua se nikal jaye
use baddua mein kya yaad rakhna
Conclusion
I hope you really enjoyed these bewafa poetry in Urdu. You can also visit for more poetry on Google. I hope you also like sad poetry, love poetry, Urdu quotes.
2 thoughts on “Bewafa poetry & sad bewafa shayari in Urdu”