Islamic poetry in Urdu
Are you searching for Islamic poetry in Urdu? I sure your search will end here.. here you found best Islamic Poetry.
Islamic poetry has a special place in the beauty and charm of Urdu language. In Islamic poetry, the glory of the Prophet ﷺ, the praise of Allah, and the interpretation of Islamic teachings have been done very beautifully. This poetry not only provides spiritual peace but also refreshes faith. Poets of Persian, Arabic, and Urdu languages have incorporated Islamic poetry into their works, giving a new color and meaning to their words.
Here you will be read Islamic poetry in Urdu with images.
Tu mere sajdon ki laaj rakh le, shaoor sajda nahi hai mujh ko
Yeh sar tere aastaan se pehle kisi ke aage jhuka nahi hai
Kabhi sajda karte hue ALLAH ko mehsoos karna
Aisa lage ga jaise woh sirf aur sirf tera hai
Maine lagaya apne gunahon ka jab hisaab
Mujh ko phir apne aap se nafrat si ho gayi
Jo koi ALLAH Ta’ala ki qurbat chahta hai
Usse chahiye ke ALLAH walon ki sohbath ikhtiyar kare
ALLAH ke raste mein guzrne wali ek subh-o-shaam
Duniya aur jo kuch duniya mein hai sab se barh kar hai
islamic poetry in urdu 2 lines text
Islamic poetry in Urdu 2 lines text describes Islamic teachings and spiritual message through short but eloquent poems. These two-line poems are heart-touching and reflect the praises of Allah, the glory of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) and Islamic principles. Famous poets like Allama Iqbal and Hafeez Jalandhri have created beautiful and meaningful poems in Islamic poetry in Urdu 2 lines text.
If you are looking for Islamic poetry in Urdu 2 lines text then you can read the best two line poems on various online websites and social media pages like google, which will give your heart and mind spiritual peace and refreshment of faith.
ALLAH ki pakad insaan ki akad ko ek jhatke mein nikaal deti hai
Is se pehle ke toot jao jhuk jao
Maine apna sab kuch Khuda par chhod diya hai
Aur hoga wahi jo mere haq mein behtar hoga
Logon ki baatein dil par lena chhod dein
Zindagi ka maqsad sirf Rab ko raazi karna hai
Shoq-e-kalaam le gaya Musa ko Toor par
Main kitna badnaseeb hoon masjid na ja saka
Neki choti ho ya bari agar ALLAH ko
Pasand aa jaye to woh dozakh haraam kar deta hai
islamic poetry in urdu text
Islamic poetry in Urdu text describes Islamic teachings and spiritual message with great beauty and brevity. In this poetry, the praise of Allah, the glory of the Prophet ﷺ and the interpretation of Islamic principles are found. Renowned Urdu poets like Allama Iqbal, Maulana Hali and Hafeez Jalandhri have made Islamic poetry in Urdu text part of their repertoire, which includes depth and meaning.
Mumkin hi nahi ke dar dar pe jhuk jaayein hum
Mera sar bhi ek, mera Rab bhi ek hai
جب دل گھبرائے تو الم نشرح پڑھ لیا کرو
بے شک مشکل کے ساتھ آسانی ہے
Jab dil ghabraye to Alamnashrah parh liya karo
Beshaq mushkil ke saath aasani hai
سجدے طویل کرنے سے
مشکلیں قلیل ہوجاتی ہیں
Sajde taweel karne se
Mushkilein qaleel ho jati hain
اور دوستی اگر رب سے ہو جائے
تو لوگوں کے پیچھے بھاگنا نہیں پڑتا
Aur dosti agar Rab se ho jaye
To logon ke peeche bhagna nahi padta
سکون وہ نہیں جو پیسہ دے
سکون وہ ہے جو عبادت دے
Sukoon woh nahi jo paisa de
Sukoon woh hai jo ibadat de
Best Islamic Poetry in Urdu
Best Islamic Poetry in Urdu presents Islamic teachings and spiritual message very beautifully. This poetry not only soothes the heart but also refreshes the faith. Famous poets like Allama Iqbal, Maulana Rum, and Khalil Gibran have eloquently described the praises of Allah, praise of the Prophet, and Islamic principles through their words in Best Islamic Poetry in Urdu.
اپنی رحمت کے خزانوں سے عطا کر مالک
خواب اوقات میں رہ کر نہیں دیکھے جاتے
Apni rehmat ke khazanon se ata kar Maalik
Khawab auqaat mein reh kar nahi dekhe jate
اگر آپ گناہوں سے تھک چکے ہو
لوٹ آؤ اللہ کی رحمت ابھی بھی آپ کی منتظر ہے
Agar aap gunahon se thak chuke ho
Laut aao ALLAH ki rehmat abhi bhi aap ki muntazir hai
اور جو قرآن سے جڑ گیا
بیشک وہ فلاح پا گیا
Aur jo Quran se jur gaya
Beshaq woh falah pa gaya
خدا سے یہ نہیں بولا کہ لازمی دے دے
اٹھا کے ہاتھ بس اتنا کہا ضرورت ہے
Khuda se yeh nahi bola ke laazmi de de
Utha ke haath bas itna kaha zaroorat hai
اے بندے جس نے تجھے بنایا ہے
اس سے بہتر تجھے کون سمجھے گا بس اس پر بھروسہ رکھ
Ae bande jis ne tujhe banaya hai
Us se behtar tujhe kaun samjhe ga, bas us par bharosa rakh
Now you read Islamic poetry in Urdu in Urdu and Roman English languages for Urdu SMS.
اے اللہ تو ہم سے راضی ہو جا
ہمارے گناہوں کو معاف فرما آمین
Ae ALLAH tu hum se raazi ho ja
Humare gunahon ko maaf farma Aameen
جو شخص سجدوں میں روتا ہے
اسے تقدیر پر نہیں رونا پڑتا
Jo shakhs sajdon mein rota hai
Usse taqdeer par nahi rona padta
ساری دنیا فتح کر لینے سے بھی بہتر ہے
ساری نمازیں اپنے مقررہ وقت پر ادا کرنا
Saari duniya fatah kar lene se bhi behtar hai
Saari namazein apne muqarrar waqt par ada karna
اگر عبادت نہیں کر سکتے تو گناہ بھی نہ کرو
Agar ibadat nahi kar sakte to gunah bhi na karo
ساتھ صرف رب دیتا ہے
ساری برائیاں جان کر بھی
Saath sirf Rab deta hai
Saari buraiyan jaan kar bhi
یاد رکھیں جتنی رب سے دوری بڑھتی جائیگی
اتنے ہی آپ کی زندگی میں مسائل بڑھتے جائینگے
Yaad rakhein jitni Rab se doori barhti jayegi
Utne hi aap ki zindagi mein masail barhte jayenge
رزق عزت کسی کے ہاتھ میں نہیں
اللّه جسے چاہے بے حساب دیتا ہے
Rizq aur izzat kisi ke haath mein nahi
ALLAH jise chahe beshaq deta hai
انسان جب مکمل ٹوٹ جاتا ہے تب
اسے الله کے سوا کچھ بھی اچھا نہیں لگتا
Insaan jab mukammal toot jata hai tab
Usse ALLAH ke siwa kuch bhi accha nahi lagta
خدا تجھ سے مانگی یہی دعا ہے
گناہوں سے بچ جاؤں یہی التجا ہے
Khuda tujh se maangi yahi dua hai
Gunahon se bach jaaun yahi iltija hai
بیشک میرا رب آزماتا بھی ہے
اور سنبھالتا بھی ہے
Beshaq mera Rab aazmata bhi hai
Aur sambhalta bhi hai
یاد رکھیں وہ انسان کبھی ناکام نہیں ہوسکتا
جو اللہ پر کامل یقین اور بھروسہ رکھتا ہو
Yaad rakhein woh insaan kabhi nakaam nahi ho saktaJ
o ALLAH par kaamil yaqeen aur bharosa rakhta ho
I hope you really enjoyed these also check these link for more interesting love poetry, sad poetry and sad love poetry.
6 thoughts on “islamic poetry in urdu – 25+ best Islamic Poetry”