Urdu shayari sad
Urdu Shayari Sad holds a profound place in the hearts of those who appreciate the beauty of language, the depth of emotions, and the power of expression. Originating from the rich cultural heritage of the Indian subcontinent, Urdu poetry, or “shayari,” has transcended boundaries and captivated hearts around the globe.
Best sad shayari
Urdu Sad Poetry encompasses a myriad of themes, each offering a unique perspective on love, loss, and longing. Themes of unrequited love, separation, and the passage of time echo through the verses, evoking a sense of nostalgia and reflection in the reader’s soul.
خواب تیرے ہی رہینگے ہمیشہ
مجھے بھروسہ ہے اپنی آنکھوں پر
Khwaab tere hi rahenge hamesha,
Mujhe bharosa hai apni aankhon par.
آج لگتا ہے بس تماشا تھا
وہ تعلق جو بے تحاشا تھا
Aaj lagta hai bas tamasha tha,
Woh talluq jo be-tahasha tha.
سب سے بڑی جنگ تنہا بیٹھے
شخص کا اپنے خیالات سے لڑنا ہے
Sab se badi jung tanha baithay,
Shakhs ka apne khayalat se larna hai.
کچھ دن بہت خوش رہا تھا میں
اب اس خوشی کا قرض اتار رہا ہوں
Kuch din bohot khush raha tha main,
Ab us khushi ka qarz utaar raha hoon
چل دوست کسی انجان بستی میں چلیں
اس نگر میں تو سبھی ہم سے خفا رہتے ہیں
Chal dost kisi anjaan basti mein chalein,
Is nagar mein toh sabhi hum se khafa rehte hain.
اداس دل کی اداس باتیں
سمجھنے والا کوئی تو ہوتا
Udaas dil ki udaas baatein,
Samajhne wala koi toh hota.
پتہ نہیں ہوش میں ہوں یا بے ہوش ہوں
مگر بہت سوچ سمجھ کر خاموش ہوں
Pata nahi hosh mein hoon ya be hosh hoon,
Magar bohot soch samajh kar khamosh hoon.
Urdu shayari sad in Urdu english
I hope you enjoy reading these best Urdu shayari sad . Now you can read Urdu poetry also in english language.
اپنی آنکھوں میں جھانک کر دیکھوں کیسے؟
مجھ سے دیکھے ہوئے منظر نہیں دیکھے جاتے
Apni aankhon mein jhaank kar dekho kaise?
Mujh se dekhe huye manzar nahi dekhe jaate.
حالات سے ہم لڑتے رہے بس اتنا ہی ہوا
کبھی ہم نے حالات کو بدلا
اور کبھی حالات نے مجھے بدل دیا
Halaat se hum ladte rahe bas itna hi hua,
Kabhi humne halaat ko badla
Aur kabhi halaat ne mujhe badal diya.
مجھ کو دیکھو گے بھیڑ میں بھی تو پہچان جاؤ گے
خوش مزاج سا چہرہ بہت اداس آنکھیں
Mujhko dekho ge bhi herd mein bhi to pehchan jao ge,
Khush mizaaj sa chehra bohot udaas aankhein.
خاموشیاں بے وجہ نہیں ہوتی
کبھی کبھی لوگ مر جاتے ہیں موت سے پہلے
Khamoshiyan be wajah nahi hoti,
Kabhi kabhi log mar jaate hain maut se pehle.
ہزار چپ سہی مگر میرا بولتا چہرہ
خاموش رہ کے تمہیں لاجواب کردے گا
Hazaar chup sahi magar mera bolti chehra,
Khamosh reh ke tumhein lajawab kar de ga.
کاش کوئی تو ایسا ہوتا
جو ہمارے بنا نہ رہ سکتا
Kaash koi to aisa hota,
Jo humare bina na reh sakta.
کتابوں جیسے لوگ ہیں ہم
گہرے خاموش اور الفاظ سے بھرپور
Kitabon jaise log hain hum,
Gehre khamosh aur alfaaz se bharpur.
ﺍﺗﻨﮯ ﺧﻮﺵ ﺑﺨﺖ ﺣﻘﯿﻘﺖ ﻣﯿﮟ ﮐﮩﺎﮞ ﮨﯿﮟ ﮨﻢ
ﺟﺘﻨﮯ ﺗﺼﻮﯾﺮ ﻣﯿﮟ ﺧﻮﺵ ﺑﺎﺵ ﻧﻈﺮ ﺁﺗﮯ ﮨﯿﮟ
Itnay khush bakhat haqiqat mai kahan hain hum
Jitnay tasveer mai khush bash nazar aty hain
مکمل صرف کہانیاں ہوتی ہیں
محبتیں ہمیشہ ادھوری رہ جاتی ہیں
Mukammal sirf kahaniyan hoti hain,
Mohabbatein hamesha adhoori reh jaati hain.
If you like Urdu shayari sad please share with your friends.
وہ جو ایک شخص ہی نہیں ملتا
لے کے ساری کاٸنات ہم کیا کریں
Woh jo ek shakhs hi nahi milta,
Leke saari kaayenaat hum kya karein.
چھوڑ کر جانے والا کیا جانے
یادوں کا بوجھ کتنا بھاری ہوتا ہے
Chhod kar jaane wala kya jaane,
Yaadon ka bojh kitna bhaari hota hai.
اپنی سانسوں میں آباد رکھنا مجھے
میں رہوں نہ رہوں یاد رکھنا مجھے
Apni saansoon mein aabad rakhna mujhe,
Main rahoon na rahoon yaad rakhna mujhe.
ایک عمر گزری ہیں اداسی میں
مجھے خوشیاں انجان لگتی ہیں
Ek umr guzri hai udasi mein
Mujhe khushiyan anjaan lagti hain
یوں بے وجہ اداس میں رہا نہیں کرتا
کوئی چہرہ ستاتا ہے مجھ کو
Yun be-wajah udas mein raha nahi karta
Koi chehra sataata hai mujhko
انگلیاں ٹوٹ گئی پتھر تراشتے تراشتے
اور جب بنی صورت یار کی تو خریدار آگئے
Ungliyaan toot gayi patthar tarashte tarashte
Aur jab bani soorat yaar ki to khareedaar aa gaye
کہ اداس ہوں کچھ اس طرح
جسم سے روح نکل گئی ہو جس طرح
Keh udas hoon kuch iss tarah
Jism se rooh nikal gayi ho jaise
کوئی نہ تھا میرے پاس دلاسے کے لیے
میں اپنی ہی بانہوں میں سر رکھ کر رو پڑا
Koi na tha mere paas dilasa ke liye
Main apni hi baahon mein sar rakh kar ro pada
خود کو اتنا مصروف کر لیا ہے
کہ اداس ہونے کا وقت ہی نہیں ملتا
Khud ko itna mashroof kar liya hai
Keh udas hone ka waqt hi nahi milta
Urdu shayari sad in text SMS
In the realm of Urdu Sad Poetry, every verse is a journey into the depths of human emotions. From heartbreak to longing, from melancholy to despair, each line resonates with the intricacies of the human experience. Poets like Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, and Faiz Ahmed Faiz have immortalized the essence of sadness in their timeless verses.
Muskura ke dekhein to sara jahan rangeen hai,
Warna bheegi palakon se to aaina bhi dhundla dikhta hai.
Jaate jaate duniya se udaas kar gaya meri zindagi ko yaaro
Ek shakhs meri zindagi mein bohot khaas tha yaaro
Munh pherney se pehle zara yeh sochte
Aaya tha tere paas mein kis-kis ko taal kar
Chhod diya aaj se sab ko bila-wajah tang karna
Jab koi apna samajhta hi nahi to ehsaas dilane ka kya faida
Apne jalne mein nahi karta kisi ko shareek
Shaam ho jaaye toh shama bhi bujha deta hoon
Musalsal jaari hai mujh mein hi tameer meri
Kahin se banta hoon toh kahin se roz bikhar jaata hoon
Jee ab thak chuka hoon aap ko hi nahi,
Khud ko bhi bura lagta hoon main…
Main udaas logon ko hansa deta hoon,
Mujh se apne jaise log dekhe nahi jaate.
Jab koi khamosh hota hai toh hum tadap jaate hain,
Hum khamosh hue toh kisi ne haal tak nahi poocha.
Zindagi rahi toh kal phir hogi fikr tumhari,
Agar iss raat chal basay toh apna khayal rakhna.
Main tanha udaas zindagi ka bojh utha rahi hoon,
Teri yaad mein thodi thodi roz ghatti ja rahi hoon.
Ek shakhs dekha hai maine aaine mein,
Khafa duniya se hai aur kalaam khud se nahi karta.
Kabhi toh khatam hongi yeh udaasiyan, yeh tanhaiyan,
Ek din toh achha hoga chaar din ki zindagi mein.
Chhod diya ab woh jo sirf naam ke rishte thay,
Hum unke peeche aur hazaaron humein trustay rahe.
Woh aaj bhi sadiyon ki masafat pe khara hai,
Dhoonda tha jise waqt ki deewar gira kar.
Aaj lagta hai bas tamasha tha,
Woh talluq jo be-tahasha tha.
Munasib samjho to sirf itna bata do
Dil bechain hai kahin tum udas to nahi
Aitnay bay mani wo barkar hain kay jazbat ab
Maskara kar koi dekhay to unhein ati hai
Har baar bichhadne pe tere paon para mujhko
Aye shakhs, tujhe is baar dil se Khuda hafiz
Tarash leti hoon lafzon se logon ke dilon ko
Main ne yeh hunar bohat thokron ke baad seekha hai
Main deewaron par tumhare aks bana kar
Tum se apni marzi ke jawaab sunta hoon
Conclusion
In a world filled with noise and chaos, Urdu Shayari Sad offers a sanctuary for the soul, a haven of peace and reflection amidst the tumult of life. You can read more Urdu shayari sad on Google.
If you want to read more Urdu shayari sad like love poetry, sad poetry, or Urdu quotes then go to website Urdu Adab cafe .
2 thoughts on “Urdu shayari sad | best sad shayari”