Best sad shayari in Uru 2 lines text
Are you still searching for Sad Poetry & best sad shayari in Urdu 2 lines text. So you’re on a right place. I Wellcome All of you on Urdu Adab Cafe.
Urdu Sad shayari ki duniya mein, tanhai aur udasi ki gehraiyon se nikalti hui sad poetry ki gehraiyo tak jawaan. Yahan akelay paani ki tarah, dil ki baaton ko Urdu ke lafzon mein bayaan kiya jata hai. Sad poetry ko parhtay hue dil ko ek alag sukoon milta hai. Is mukhtalif andaz mein likhi gayi sad poetry in Urdu ka asar insani dil par gehra hota hai.
Best Urdu sad Poetry 2 lines
Alone Sad poetry in Urdu text mein parhne ka maza hi kuch aur hai. Akeli raaton mein, Urdu ke lafzon mein utri hui udasi aur tanhai ki gehraiyon ko mehsoos karna kuch khaas hota hai. Sad poetry in Urdu mein likhi gayi har line dil ko choo jati hai aur insani jazbat ko gehrai se chhuti hai.
Urdu sad shayari ki duniya mein, sad shayari ka ek khaas maqam hai. Behtareen Urdu shayari mein sad poetry ka ek alag andaz hota hai. Jab koi akela mehsoos karta hai, toh alone sad poetry uske dil ki dard bhari kahani ka ek hissa ban jaati hai.
خود سے نہ دُور کیجیئے . مر جاؤں گا حضور
مُجرم ہوں پاس رکھ کے سزا دیجیئے مجھے
Khud say na door kigiaey mar jao ga hazoor
Mujrim ho pass rakh kay saza di-jiaey Mujhy
اک شخص میری ذات میں شہ رگ کی طرح ہے
کٹ جاۓ جو وہ شخص تو زندہ رہوں کیسے.
Ak shaksh meri zaat mai sah rag ki tarh hay
Kat jaye jo wo shaksh to zinda rahoon kasy
آج میرے لفظوں کی طبیعت ٹھیک نہیں
آج تم اپنی پسند کا کوئی شعــر سناؤ
“Aaj mere Lafzoon ki tabiyat theek nahi
Aaj tum apni pasand ka koi sher sunao”
مٹی کا اگر ہے تو کھول کیوں نہیں جاتا
پتھر کا اگر ہے تو پھر انسان سا کیوں ہے
“Mitti ka agar hai to khol kyun nahin jaata,
Pathar ka agar hai to phir insaan sa kyun hai.”
بنجر سا ہی ہو گیا ہوں میں اب تو
کوئی خوشی نہیں اُگتی مجھ میں
“Banjar sa hi ho gaya hoon main ab to,
Koi khushi nahin ugati mujh mein.”
عشق میں تیرے ھم کیا سے کیا هو گئے
بھول کر یہ جہاں بس تمہارے هو گئے
“Ashiq mein tere hum kya se kya ho gaye,
Bhool kar yeh jahan bas tumhare ho gaye.”
مکتب عشق سے ہر کوئی واقف نہیں
پالینا ہی عشق نہیں ” فنا ” ھونا بھی عشق ہے
“Maktab-e-ishq se har koi waqif nahin,
Paalna hi ishq nahi ‘fana’ hona bhi ishq hai.”
آئینہ کہتا ہے، کہنا تو نہیں چاہیے تھا،
توُ ابھی زندہ ہے؟ رہنا تو نہیں چاہیے تھا
“Aaina kehta hai, kehna to nahin chahiye tha,
Tu abhi zinda hai? Rehna to nahin chahiye tha.”
جو اپنی گلی سے بھی گزرنے نہیں دیتا
وہ دل میں کسی کو بھی اترنے نہیں دیتا۔
“Jo apni gali se bhi guzrne nahin deta,
Wo dil mein kisi ko bhi utarne nahin deta.”
تھوڑی محبت تو اسے___بھی ہوگی مجھ سے
اتنا وقت صرف دل توڑنے کیلئے کون برباد کرتا ہے.
“Thori mohabbat to use bhi hogi mujh se,
Itna waqt sirf dil tornay ke liye kaun barbaad karta hai.”
ﻭﮦ ﻧﮧ ﮬﯽ ﻣﻠﺘﺎ ﮨﻤﯿﮟ ﺗﻮ ﺍﭼﮭﺎ ﺗﮭﺎ
ﺑﮯﮐﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﻣﺤﺒﺖ ﺳﮯ ﻧﻔﺮﺕ ﮨﻮﮔﺌﯽ
“Wo na hi milta humein to acha tha
Bakar mein mohabbat se nafart hogai”
تیر ی آ نکھوں کے چراغ پر راز بتا دیتے ہیں
خا مو ش ہو نٹو ں کے سبھی احوال سُنا دیتے ہیں۔
“Teri aankhon ke chiragh par raaz bata dete hain,
Khamoosh hoton ke sabhi ahwal suna dete hain.”
درد دل کی د ہلیز سے گزر چکا ہے
دریا ضبط کا آ نکھو ں سے اُتر چکا ہے۔
“Dard-e-dil ki dahliz se guzar chuka hai,
Darya zubt ka ankhoon se utar chuka hai.”
آج پھر سر محفل مسکرا کے ہم نے…
اداس دل کو __ اذیت بخشی ہے.
“Aaj phir sar-e-mehfil muskurake humne…
Udaas dil ko tasalli bakhshi hai.”
ارمان بیچتا ہوں میں اعلیٰ معیا ر کے
اس کاروبار میں میرا دل خود کفیل ہے۔
“Armaan bechta hoon main aala maqam ke,
Is karobar mein mera dil khud kaafil hai.”
جو بھی دُکھ درد ملا تیرے بعد
میں نے چُپ چاپ سہا تیرے بعد۔
“Jo bhi dukh dard mila tere baad,
Maine chup chaap saha tere baad.”
جب سے تیری الفت میں گرفتار ہوا ہوں
تب سے دنیا کی نظروں میں گنہگار ہوا ہوں۔
“Jab se teri alfat mein giraftar hua hoon,
Tab se duniya ki nazron mein gunahgaar hua hoon.”
دل آ ج بے تاب سا ہے ارشاد کریں کیا؟
ہم درد سُنا کر تمہیں ناشاد کریں کیا؟
“Dil aa ja be taab sa hai, arshad karein kya?
Hum dard suna kar tumhein nashaad karein kya?”
Best Urdu Sad poetry
I hope you really enjoyed this sad shayari in Urdu,so please share with your friends.you can also visit this website for more hamari web.
7 thoughts on “Sad Poetry & best sad shayari in Urdu 2 lines text”