Attitude defines confidence and sets you apart. Killer attitude poetry captures that boldness and fearless mindset in just a few words. In this post, we’ll share powerful attitude poetry texts that reflect strength, self-confidence, and a fearless approach to life, perfect for making a strong statement.
پہچان ایسے ہی نہیں بن جاتی
ہزاروں مخالف کرنے پڑتے ہیں
Pehchaan aise hi nahin ban jaati
Hazaron mukhalif karne padte hain
ہمارہ تو رتبہ ہی الگ ہے
ہمیں دنیا نہیں تاریخ یاد رکھے گی
Hamara to rutba hi alag hai
Humein duniya nahin, tareekh yaad rakhegi
ہم اس میدان کے کھیلاڑی ہیں
جہاں تم صرف تالیاں بجا سکتے ہو
Hum is maidan ke khilaadi hain
Jahan tum sirf taaliyan baja sakte ho
نہ پیشی ہو گی نہ گواہ ہوگا
اب جو بھی الجھے گا تباہ ھوگا
Na peshii hogi na gawah hoga
Ab jo bhi uljhega, tabah hoga
ہميں آتا ہے عام سے خاص
اور خاص سے خاک کرنا بھی
Humein aata hai aam se khaas
Aur khaas se khaak karna bhi
Also check ✅ this Tanhai Poetry in Urdu.
مجھے کیا غرض لوگوں کے طعنوں سے
میں خود نرالی میرے شوق نرالے
Mujhe kya gham logon ke taanon se
Main khud niralay, mere shauq niralay
عزت کی خاک قبول ہے
بھیک کا آسمان بھی نہ لوں میں
Izzat ki khaak qubool hai
Bheek ka aasman bhi na loon main
انداز تھوڑا الگ رکھتا ہو
اس لیے لوگوں کو غلط لگتا ہوں
Andaz thoda alag rakhta hoon
Is liye logon ko galat lagta hoon
صرف ان کے لیے عام رہتا ہوں
جو میرے لیے خاص ہیں
Sirf unke liye aam rehta hoon
Jo mere liye khaas hain
پہلوان وہ نہیں جو میدان میں کسی کو گرائے
بلکہ پہلوان تو وہ ہے جو اپنے غصے پر قابو پائے
Pehlwaan woh nahin jo maidan mein kisi ko giraaye
Balki pehlwaan to woh hai jo apne gusse par qaabu paaye
اپنی ہستی کی کیا مثال دوں
لوگ مشہور ہو گئے ساتھ چلتے چلتے
Apni hasti ki kya misaal doon
Log mashhoor ho gaye saath chalte chalte
ندیوں کی طرح شور شرابا نہیں آتا
گہرے سمندروں کو دکھاوا نہیں آتا
Nadiyon ki tarah shor sharaaba nahin aata
Gehre samundaron ko dikhaawa nahin aata
پرندہ جب اڑنے کی ٹھان لے تو
ہوا کو راستہ دینا ہی پڑتا ہے
Parinda jab udne ki thaan le to
Hawa ko raasta dena hi padta hai
میں عادی ہوں محبت میں لاڈ اٹھوانے
کیونکہ
میں اپنے گھر کی چھوٹی بیٹی ہوں
Main aadi hoon mohabbat mein laad uthaane ki
Kyunki main apne ghar ki chhoti beti hoon
نیچے گرنا آپ کی قسمت ہے
اور وہیں پڑے رہنا آپ کی مرضی
Neeche girna aap ki qismat hai
Aur wahiin padey rehna aap ki marzi
Urdu killer attitude poetry text
میری پہچان ہے میرا حسن سلوک
میری شہرت میری تصویر کی محتاج نہیں
Meri pehchaan hai mera husn-e-sulook
Meri shohrat meri tasveer ki mohtaaj nahin
نہ غرور والا ہوں نہ بدتمیز ہوں لیکن کوئی غلط بات بول دے
اور میں خاموشی سے سن لوں اتنا شریف بھی نہیں ہو
Na ghamoor wala hoon, na badtameez hoon Lekin koi galat baat bol de
Aur main khamoshi se sun loon Itna shareef bhi nahin hoon
جو خاندانی رئیس ہوتے ہیں
وہ رکھتے ہیں مجاز نرم اپنا
Jo khandani rais hote hain
Woh rakhte hain majaaz naram apna
میں تو پہلے ہی بگڑا ہوا ہوں
تم جیسے میرا کیا بگاڑ لو گے
Main to pehle hi bigda hua hoon
Tum jaise mera kya bigaad loge
اگر آپ کا دل پاک ہے تو یہ دنیا کی
کسی برائی سے متاثر نہیں ہو سکتا
Agar aap ka dil pak hai to Yeh duniya ki
kisi burai se Mutasir nahin ho sakta
نام اور پہچان بھلے ہی چھوٹی ہو
مگر خود کی ہونی چاہیے
Naam aur pehchaan bhale hi chhoti ho
Magar khud ki honi chahiye
کم ظرفوں سے شکوہ نہ کرو
خاموش رہو مضبوط رہو
Kam zarf se shikwa nahin karo
Khamosh raho, mazboot raho
تو جس شہر میں مستی کرتا ہے میں اس شہر کا نواب ہوں
تو بیٹا ابھی ابھی بگڑا ہے میں بچپن سے خراب ہو
Tu jis sheher mein masti karta hai Main us sheher ka nawab hoon
Tu beta abhi abhi bigda hai Main bachpan se kharab hoon
ہم سے خوشامد کسی کی نہ ہوسکی
اس اعتبار سے مشہور بدتمیز ہیں ہم
Hum se khushamadi kisi ki na ho saki
Is aitbaar se mashhoor badtameez hain hum
نہ ہم ہسنا چھوڑیں گے نہ ہم جیتنا چھوڑیں گے
میدان میں آ بزدل تیرا غرور ہم توڑیں گئے
Na hum hasna chhodenge Na hum jeetna chhodenge
Maidan mein aa bzdil Tera ghamand hum tod denge
نظر جن پہ آ کے ٹھر جائے
ہم وہ کردار رکھتے ہیں
Nazr jin pe aa ke thahr jaaye
Hum woh kirdar rakhte hain
Jinhein qatra bhar bhi diya saath hamara
Waqt ne mauqa diya to samundar lotaayenge unhein
Zindagi ka koi maqsad bana lo, phir saari taaqat iske
haasool par laga do Tum zaroor kaamyaab ho jaoge
swag attitude poetry in urdu 2 lines
Kam zarf kya jaanenge zarf hamara
Seekha hai humne hawaon ke mukhalif udna
Koi khaak bhi samjhe to koi gham nahin
Kyunki khaak bhi udti hai, to aankhon mein sama jaati hai
Neek ne neek samjha, bad ne bad jaana
Jis ka jaisa zarf tha, waisa hi pehchana mujhe
Labon pe aayi thi ek baat, harf haq ban kar
Khabar yeh phaili jahan mein, ke zubaan daraz hain hum
Ghamoor nahin mujhe aur na hi ana ka masla
Munaafaqat jahan dekh loon, woh rishta hi tod deta hoon
Logon ko yeh batana chhod do tum kya ho
Kyunki zindagi tumne guzaarni hai, logon ne nahin
Achhe nahin hum, zara soch samajh ke chhedna
Jalte hue chiraagh se khela nahin karte
Tumhare sheher mein tum jaise haseen bahut honge lekin
Hamare sheher mein hum jaisa nawab koi nahin
Keh raha hai shor dariya ka samundar ke sukoon se
Jis ka jitna zarf hai, utna woh khamosh hai
Agar koi bhi aapko neecha dikhana chahta hai
To iska matlab hai ke aap us se kafi ooper ho
Hamesha apni tareef kiya karo
Kyunki burai karne ke liye to aur bahut hain
Tazkira auqaat mat ki jiye ke buzurg aap ke
Hamare ajdaad ka huqqa uthaya karte the
Hum bhi shareefon ki ginti mein aate hain
Jab tak koi chhede na
Ghaail to yahan har ek parinda hai
Magar jo phir se ud saka wahi zinda hai
Na kar koshish hamara zarb-ul-misal banne ki
Hamare alfaaz hi kaafi hain logon ko jalane ke liye
Rehta hoon aadatan shareefon ki tarah
Jo ulajh baithoon to apni bhi nahin sunta
Hoti rahe khilaf mere sheher ki hawa
Maine bhi har mizaj ka theka nahin liya
Hum se guftagu karni hai to lehza naram hi rakhna saheb
Hum baaton se zaat aur harkaton se auqat pehchan liya karte hain
2 lines attitude poetry in Urdu text SMS
Jin mein akela chalne ka hosla ho
Ek din unke peeche qaflay chalte hain
Munfarid baniye kyunki photo copy ko hamesha tasdeeq ki zarurat padti hai
Apne aap ko kisi se kamtar na samjho
Warna har haalat mein khud ko gira hua samjho ge
Logon ko yeh batana chhod do tum kya ho
Kyunki zindagi tumne guzaarni hai, logon ne nahin
Na kar koshish hamara zarb-ul-misal banne ki
Hamare alfaaz hi kaafi hain logon ko jalane ke liye
Tum dushmanon ki baat karte ho
Are humein to apne dekh ke jal jaate hain
Ghulami karenge to sirf yaaron ki
Logon ke liye nawab the, nawab hain aur nawab rahenge
Jin se tum mil kar ghamoor karte ho
Woh hum se milne ko taraste hain
Jungle ke baadshah ka rutba na mil saka
Gidron ne lakh naqal utari hum sheron ki
Charchay khaas hon to qissay bhi zaroor hote hain
Ungliyan bhi unhi par uthti hain jo mashhoor hote hain
Jahan aap ki soch khatam hoti hai na
Uske do kadam aage hum kursi laga kar baithte hain
Har kisi ko safai dene mein grez ki jiye
Khud aur jhaadu mein farq rakhiye
Bure waqt se aksar haar jaata hoon
Par shukar hai bure logon se kabhi nahin haara
Apna maazi, apna giraaban aur apna zameer
Sabq lene ki behtareen jagahon mein se hain
Na jeetna chhodenge, na hansna chhodenge
Maidan mein aao, bazzil, tera ghamoor hum todenge
Kuch nahin, kuch bhi nahin, agar tera kirdar nahin
To falan ibn falan hai, yeh to koi miyaar nahin
Apni zindagi ka main khud baadshah hoon
Mujhe nahin zaroorat do pal ke sahaaron ki
Agar apni zindagi badalni hai to pehle apni soch ko badlo
Kyunki insaan wahi banta hai jo woh sochta hai
Kamzor log maukon ki talash mein rehte hain
Baahimat insaan khud mauke paida karte hain
Zindagi tere bhi shikwe to bajaa hain lekin
Kaise jhuk jaayein ke hum log aana wale hain
Zillat ki baarish mein mat bheeg ae nadaan
Izzat se ek qatra bhi mile to bahut hain
Abhi sheesha hoon tabhi chhabbat hoon sabhi ko
Jab aaina ho jaaunga to zamana dekhega mujhko
Chhote zehan mein hamesha khwahish
Aur bade zehan mein hamesha maqsad hota hai
Tumko haq hai ke kisi roz kinara kar lo
Warna jaisa hoon mere saath guzaara kar lo
Saari duniya ke rehnumaon ki rehnumai kuch nahin kar sakti
Agar aap khud kuch nahin karna chahein
Uthakar aediyan chalne se qadd nahin badhta
Jaao mere dushmanon se keh do apni auqaat mein rahen
Dam awaaz mein nahin alfaaz mein hona chahiye
Uncha to har koi bol sakta hai
Aana pe war ke phenk hain aise waise bahut
Mera ghamand salamat tum jaise bahut
Anjaam ki parwaah hai to raabta chhod do hum se
Hamaare khoon mein zid hai aur zid mein jaan jaati hai
Apni khabar na thi dhoondta tha har ek mein aib
Apni khabar hui to nigaah mein koi bura na raha
Hum apni safaiyaan pesh nahin karte
Jis ne jaisa socha liya hum bilkul waise hain
Unchi imaraton par baith kar parindey baaz nahin ban jaate
Do cheezon ki hasrat kabhi mat karna
Ek humein paane ki, doosra humein mitaane ki
Maafi maangne ke liye bhi zarf hona chahiye
Kam zarf log kabhi maafi nahin maangte
Manzilein unhein milti hain jin ke sapnon mein jaan hoti hai
Pankhon se kuch nahin hota, hauslon se udaan hoti hai
Apne mizaj se main khoob waqif hoon
Thode logon se milta hoon magar mukhlis ho kar
Aajzi mein rehta hoon to mitti se khelta hoon
Khuddaari pe aajao to sitaron ko bhi nazar andaaz karta hoon
Aapka kirdar aapke alfaaz se zyada gurgidaar hona chahiye
Bas yeh soch kar har mushkil se ladta aaya hoon
Dhoop chahe kitni bhi tez kyun na ho
Samundar nahin sukha karte
Log saazishen banate hain mujhe giraane mein
Unhein kya pata ke bahut khud gir gaye humein giraane mein
Phir yun hua ke haath se kashkol gir pada
Khairaat le kar mujh se chala tak nahin gaya
Qabool karein ke aap haar gaye hain lekin kabhi bhi yeh qabool na karein ke aap nakaam ho gaye hain
Jungle ke badshah ka rutba nahin mil saka
Gidaroon ne laakh naqal utari hum sheron ki
Woh humein bhoolte gaye apni auqaat ki tarah
Hum se guftagu karni hai to lehza naram hi rakhna sahab
Hum baaton se zaat aur harkaton se auqaat pehchaan liya karte hain
Kisi ko paane ki hasrat na rakh
Khud is qabil ban ke log tujhe paane ki tamanna karein
Yeh jo aap sar jhuka kar meri post padh rahe hain na
Bas itni izzat kaafi hai
Zindagi ka koi maqsad bana lo phir saari taqat uske hasool par laga do
Tum zaroor kaamiyab ho jaoge
Koi lakh koshish kar le hum jaisa banne ki
Sheer paida hote hain banaye nahi jaate
Mazboot hone ka maza hi tab hai jab saari duniya
Kamzor kar dene par tali ho
Pehla tasavvur aisa dijiye ke aap is tasavvur ko hamesha qaim rakh sakein jo aap nahi hain kabhi bayan na kijiye
Aur jo aap hain kabhi mat chhupaiye
Main sooraj ke saath rehkar bhi bhoola nahi adab
Log jugnu ka saath paa kar magroor ho gaye
Hum apni safaiyan pesh nahi karte
Jis ne jaisa soya liya hum bilkul waise hain
Main khud ek aag hoon
Mujhe kisi se jalne ki zaroorat nahi hai
Tum ko haq hai ke kisi roz kinara kar lo
Warna jaisa hoon mere saath guzarish kar lo
Logon se milte waqt itna mat jhuko
Ke uthte waqt sahara le kar uthna pade
Jigar walon ka dar se koi waasta nahi hota
Hum wahan bhi qadam rakhte hain jahan raasta nahi hota
Bure hi theek hain hum
Achhe ban gaye to kaun karega baatein hamari
Jin hon ne kuch karna hota hai woh halaat ka matam nahi karte
Hamesha yaad rakhein ke aap apni mushkilat se hazaar guna taqatwar hain
Jo darwaze aap par band ho jayein
Unhein khatkhatakar apni izzat na girayein
Jo bardasht karne ka fun jaanta hai
Woh zindagi ki koi jang nahi haar sakta
Paida to hum bhi shareef hi hue the
Par log sharafat se jeene nahi dete
Conclusion:-
Killer attitude poetry is all about self-belief and determination. These lines inspire confidence and leave a lasting impression, reminding us to always stay bold and let our attitude speak for itself. you can also visit Google for more killer attitude poetry in Urdu.
Also read here more;