Dost bewafa Poetry
Dost bewafa Poetry’ means a friend who at some point breaks his friend’s trust or fails to live up to his expectations. His disloyalty can take many forms, such as revealing secrets, not supporting during difficult times, or backbiting. The term ‘dost bewafa Poetry’ refers to the feelings one friend feels because of another friend’s behavior.
تنہا زندگی گزر سکتی ہے
مگر بے وفا کے ساتھ نہیں
Tanha zindagi guzar sakti hai
magar bewafa ke saath nahi
جہاں احساس کی قدر نہ ہو
وہاں الفاظ بھی کام نہیں آیا کرتے
Jahan ehsaas ki qadr na ho
wahan alfaaz bhi kaam nahi aaya karte
میری درد کی دوکان ہے صاحب
جو اپنوں کی بےوفائی سے چلتی ہے
Meri dard ki dukaan hai sahib
jo apno ki bewafai se chalti hai
Woh mujhe bhool bhi to sakta hai
us ka imaan to nahi hoon main
ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﮐﭽﮫ ﻣﺎﻧﮕﻨﮯ ﻧﮩﯿﮟ ﺁﯾﺎ
ﻣﯿﺮﺍ ﻣﻘﺼﺪ ﻓﻘﻂ ﺯﯾﺎﺭﺕ ﮨﮯ
Tujh se kuch maangne nahi aaya
mera maqsad faqat ziarat hai
Us ke lehje se mujh ko bas yeh maloom hua
us ko dushwaar lagta hai ab mujh se talluq rakhna
Mere dil mein reh ke kisi aur ko chahne wale
Khuda tujhe tujh jaise mehboob se nawaze
Danish ki maut ne sabit kar diya
aurat ki bewafai mard ko maar deti hai!!
Woh is qadar apni zaat mein uljha raha
ke woh kis kis ko bhool gaya usse khabar na hui
Us ke chhod jane ke baad hum ne mohabbat nahi ki
chhoti si zindagi hai, kis kis ko aazmate phire ge
Mohabbat dono hi bohot karte the
main us se ___ aur woh kisi aur se 💔🔥
Itni bheed to nahi thi tere sheher ke bazaron mein
bewafa tum ne thodi der aur to dhoonda hota
Best dost bewafa Poetry in Urdu
Dost bewafa Poetry is an effective means of expressing deep-seated feelings of pain and infidelity. Emotions are presented in poems in such a way that the reader feels himself a part of the experience.you can also search Urdu Adab Cafe on Google for more poetry.
Seekha di tumhein bhi bewafai be dard zamane ne
ke tum jo seekh jate ho hum pe hi aazmate ho
Har baar ilzaam hum par lagana achha nahi
wafa khud se nahi hoti khafa hum se ho jate ho
Us ke paas hazaron hain tujh jaise 🥺
ek tujhe hi us jaisa koi nahi lagta 😍
Tumhe to maine humdard mana tha lekin
mujhe to saare dard tum hi se mile
Mausam ki misaal doon ya tumhari
koi pooch baitha hai badalna kisko kehte hain
Main bhi khush hoon koi us se ja ke keh dena
agar woh khush hai mujhe beqarar karte hue
Suna tha tere sheher ke log wafa karte hain sahib
jab deewane hum hue to usool hi badal gaye
Mujhe bhi yaad rakhna jab likho tareekh-e-wafa Ghalib
ke maine bhi lutaya hai kisi ki mohabbat mein sukoon apna
Kya poochhte ho mujh se dard kahan hota hai
ek jagah ho to bataoon ke yahan hota hai
Main to nadan tha jo us ko khud ka humsafar samajh baitha
woh chalti to mere saath thi lekin kisi aur ki talaash mein 😭😭
Suni sunayi par yaqeen karne se behtar tha
tu dekh leti mujh se guftagu kar ke__🔥❤
Us ki awaaz sun loon to mil jata hai sukoon dil ko
dekho to sahi mere dard ka ilaaj kaisa hai
Conclusion
There are many famous poems and couplets on the subject of ‘dost bewafa Poetry’ that touch the heart. These poems describe the pain and suffering of infidelity.
I hope you also like Urdu poetry,sad poetry and bewafa Poetry.
1 thought on “Dost bewafa Poetry & Sad bewafa shayari”