Sad poetry lover
Sad poetry has always been close to the hearts of lovers. This poetry is the medium that describes the depths of the heart and the state of grief in literary words. Both love and sad poetry together evoke emotions that provide comforting peace to the human heart. For the Sad poetry lover, sad poetry occupies a prominent place in the world of Urdu poetry.
خیال یار میں نیند کا تصور کیسا
آنکھ لگتی ہی نہیں جب سے ہے آنکھ لگی
Khayaal-e-yaar mein neend ka tasavvur kaisa
Aankh lagti hi nahi jab se hai aankh lagi
اب تو کچھ بھی یاد نہیں ہے
ہم نے تم کو چاہا ہوگا
Ab to kuch bhi yaad nahi hai
Humne tumko chaaha hoga
زخم ہی تیرا مقدر ہیں دل تجھ کو کون سنبھالے گا
اے میرے بچپن کے ساتھی میرے ساتھ ہی مر جانا
Zakhm hi tera muqaddar hain dil tujhe kaun sambhaale ga
Ae mere bachpan ke saathi mere saath hi mar jaana
سب ستارے دلاسہ دیتے ہیں
چاند راتوں کو چیختا ہے بہت
Sab sitaare dilaasa dete hain
Chaand raato ko cheekhta hai bohot
کوئی خودکشی کی طرف چل دیا
اداسی کی محنت ٹھکانے لگی
Koi khudkushi ki taraf chal diya
Udaasi ki mehnat thikane lagi
درد دل کیا بیاں کروں رشکیؔ
اس کو کب اعتبار آتا ہے
Dard-e-dil kya bayaan karoon Rashki
Usko kab aitbaar aata hai
شام ہجراں بھی اک قیامت تھی
آپ آئے تو مجھ کو یاد آیا
Shaam-e-hijra bhi ek qayamat thi
Aap aaye to mujh ko yaad aaya
ہم نے بهی ذندگی گزاری تهی.
عشق ہونے سے عشق کهونے تک.
Humne bhi zindagi guzari thi
Ishq hone se ishq khone tak
مسکراہٹ کی بات کرتے ہو
جی رہا ہوں یہی غنیمت ہے.
Muskurahat ki baat karte ho
Ji raha hoon yehi ghaneemat hai
محبت کیا ھے اہل علم جانیں
ہمیں عادت تمہاری ہو گئی ھے
Mohabbat kya hai ahle ilm jaanen
Humein aadat tumhari ho gayi hai
Sad Poetry In Urdu Text 2 Lines SMS 2024
The sad poetry of two lines touches the heart in spite of its simplicity. Sad poetry for 2024 will include poems that best describe the feelings of love. A special tool for lovers to express their feelings through Sad Poetry SMS in Urdu.
میں سفید جوڑا پہنوں گا جس دن
اک خلقت اُداس ہوگی اُس دن
Main safed jora pehnunga jis din
Ek khalqat udaas hogi us din
جب بھی یہ دل اداس ہوتا ہے
جانے کون آس پاس ہوتا ہے
Jab bhi yeh dil udaas hota hai
Jaane kaun aas paas hota hai
سو گئے سب دنیا والے
آؤ آداس لوگو ! محفل لگاتے ہیں
So gaye sab duniya walay
Aao udaas logo! mehfil lagate hain
میرے حصّے کا تم مسکرایا کرو
میں شہزادہ ہوں اُداس فرقے کا
Mere hisse ka tum muskuraya karo
Main shehzada hoon udaas firqay ka
زندگی کیا ہے آج اسے اے دوست
سوچ لیں اور اداس ہو جائیں
Zindagi kya hai aaj ise aye dost
Soch lein aur udaas ho jaayein
Main junglon ki taraf chal pada hoon chhor ke ghar
Aur phir der tak udaas rahin
Ghazab ka pyaar tha us ki udaas aankhon mein
Ghumaaan tak na hua ke woh bichhadne wala hai
Na koi rok saka khwaab ke safeeron ko
Udaas kar gaye neendon ke raahgeeron ko
Meri aankhon mein chhupi udaasi ko mehsoos to kar
Main sab ko hansaa kar khud raat bhar nahi soti
Aaj bhi shehar mein paagal dil ko
Teri deed ki aas rahi
Aaj bhi shaam udaas rahi
Sad Poetry & Sad Shayari in Urdu
Sad poetry and sad poetry show the beauty and depth of Urdu language. This poem is for those moments when it becomes difficult to express the feelings of the heart. By Sad Shayari in Urdu.
Badi shiddat se maut ke intezaar mein hoon
Meri mayyat par milne ka waada hai unka
Intezaar agar taweel ho to chalta hai
Par intezaar agar ek tarfa ho to buhat takleef deta hai
Har aik mausam mein roshni si bikherte hain
Tumhare gham ke chiraagh meri udaasiyon mein
Aankhon mein intezaar ki taaqat nahi rahi
Aa ja shab-e-firaaq bohot thak chuke hain hum
Qatra qatra lehjay mein udaasi ghol deta hai
Woh aksar meri aankhon ke samandar khol deta hai
Na koi naam, na chehra, na rabta, na firaaq
Kisi ka phir bhi mujhe intezaar rehta hai
Tere qurb mein guzre huye chand lamhe
Mujhe madahosh to kar dete hain magar sone nahi dete
Main chup rahoon kabhi be-wajah hans paroon Mohsin
Usay gunwa ke ajab hosle talaash karta hoon
Dil-e-tabah tere gham ko taalne ke liye
Suna raha hai fasane idhar udhar ke
Kal shab mujhe be-shakal si awaaz ne chonka diya
Maine kaha tu kaun hai? Us ne kaha aawargi
Sad Poetry in Urdu for life 2024
Kahan gaye woh shanasa, woh ajnabi chehre
Ujaar si nazar aati hai har gali ab to
Mere naseeb-e-shauq mein likha tha yeh maqam
Har soo tere khayal ki duniya hai tu nahi
Toda kuch ada se taluq usne Mohsin
Ke sari umar hum apna qasoor dhoondhte rahe
Tujhe khone, gunwane ka woh ek be-naam sa lamha
Mujhe lagta hai sari zindagi peecha na chhorega
Dukh to yeh hai ke ek bhi gawahi na mil saki
Halaanke ek hujoom mein maara gaya mujhe
Kar kar ke mannatein teri aadatein bigaad di
Daanista hum ne tum ko sitamgar bana diya
Baithe ho ab tanha khalqat mein Mohsin
Kaha tha na mohabbat ki ata nirali hoti hai
Tehreer mein aa jaye agar lafz-e-judaai
Mehsoos yun hota hai qalam toot raha hai
Conclusion:-
Sad poetry is a mirror that reflects the hidden emotions in the hearts of lovers. For the Sad poetry lover, Sad poetry occupies a place in the world of Urdu poetry that describes the state of the heart. The sad poetry of 2024 highlights moments of grief and separation in short but meaningful words.
You can also visit Google for more poetry.
Read more:-