Best Ishq poetry in Urdu
Ishq poetry in Urdu is the beautiful aspect of Urdu literature which is unparalleled in winning hearts and giving language to emotions. The sweetness of Urdu language and the expression of love in its poetry has enchanted hearts all over the world. Great poets like Mir Taqi Mir, Ghalib and Faiz Ahmad Faiz have described the feelings of love in their poetry in such a way that they remain alive in our hearts forever. In the poetry of these poets, the pain, joy and its different states of love are described so beautifully that the reader feels himself a part of it.
Here you can read best Urdu poetry with images.
Main ne maanga hi nahi badla apni chahat ka
Main chahta tha mera ishq ho bila mashroot.
Mera ishq ho teri zaat ho phir husn ishq ki baat ho
Kabhi main miloon kabhi tu mile kabhi hum milein mulaqat ho.
Mujh se kehti hai tere saath rahungi Faraz
Bohat pyaar karti hai mujh se udaasi meri.
Mujhe bhi yaad rakhna ke jab likho tareekh-e-wafa
Ke maine bhi lutaya hai mohabbat mein sukoon apna.
Kya pata tha ke yeh dil royega khoon ke aansoo
Mazaq ishq tha jise dil lagi samajh liya maine.
Le aaya ishq mujh ko is maqam pe
Ek pal ka tasavvur tere bina jeene nahi deta.
Badi hi barkat hai tere ishq mein
Jab se hua hai badhta hi ja raha hai.
Agar ho jaati meri dosti un baadalon ke saath
Qasam se hum tujh pe kabhi dhoop na aane dete.
Ishq poetry in Urdu text
Ishq poetry in Urdu is that rare gem of Urdu literature which becomes the voice of every lover’s heart. The sweetness and delicacy of Urdu language has described the feelings of love in such a way that these poems win hearts.
Ishq has a special place in the world of poetry, where every poem comes from the depths of the heart and directly affects the heart. The love stories and emotional poems in Urdu poetry are not only a part of our literary heritage but also touch our hearts even today.
Sirf aankhein dekh kar hi ki mohabbat tum se
Chhod diya apne naseeb ko tere niqaab ke peeche.
Itna kaafi hai ke tujhe jee raha hoon main…
Zindagi is se zyada mere munh na laga kar…
Ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
Aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa...
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Hum ko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai.
Tere ishq mein ho gaya aaj ruswa
Aur phir koi nahi dil mein tere siwa.
Kar liya tha maine ahad tark-e-ishq
Tum ne phir baanhein gale mein daal deen.
Na jee bhar ke dekha na kuch baat ki
Badi aarzu thi mulaqat ki.
Yunhi nahi hoti bheed janazon mein
Har shakhs achha lagta hai chale jaane ke baad.
Ishq poetry in Urdu is a best way to express your feelings to your lover. Here you read best Ishq poetry in Urdu text with Urdu and English languags.
جب سے اسے عزیز ہوئی مری زندگی۔۔۔۔
میں اپنی زندگی کی دعا مانگنے لگی۔۔۔
Jab se use azeez hui meri zindagi
Main apni zindagi ki dua maangne lagi.
اترتا نہیں موت سے پہلے
عشق ایسا بخار ہے سائیں
Utarta nahi maut se pehle
Ishq aisa bukhaar hai saayin.
اک خیال نے وحشت زدہ کیا ہے…
کہ کوئی تیسرا موجود ہے!! کہانی میں
Ek khayaal ne wahshat zada kiya hai
Ke koi teesra maujood hai kahani mein.
ہا تھ میں ہا تھ ان کا یوں آ یا
زندگی میرے ہا تھ لگ گئی ہو جیسے۔
Haath mein haath unka yun aaya
Zindagi mere haath lag gayi ho jaise.
تجھے سینے سے لگاتے ہی
دھڑکنیں ترتیب میں آ جاتی ہیں
Tujhe seene se lagaate hi
Dhadkanein tarteeb mein aa jaati hain.
اداس راتوں کو دیکھ کر…
مجھے محبت پہ ترس آتا ہے….
Udaas raato ko dekh kar…
Mujhe mohabbat pe taras aata hai….
میں رہوں تیرے عشق میں مبتلا
یہ تمنا میری جان لے گی
Main rahoon tere ishq mein mubtala
Yeh tamanna meri jaan le gi.
اب فقط عادتوں کی ورزش ہے
روح شامل نہیں شکایت میں✍️
Ab faqat aadaton ki warzish hai
Rooh shaamil nahi shikayat mein.
میرا عشق اوروں سا نہیں ہے❤
تنہا رہونگا، پر تیرا ہی رہونگا🔥
Mera ishq auron sa nahi hai
Tanha rahoon ga, par tera hi rahoon ga.
جن کی سانسوں سے دل دھڑکتا ہے
ان کے دکھ بھی قبول ہوتے ہیں
Jin ki saanson se dil dhadakta hai
Unke dukh bhi qubool hote hain.
تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
میری سادگی دیکھ میں کیا چاہتا ہوں
بھری بزم میں راز کی بات کہہ دی
بڑا بے ادب ہوں سزا چاہتا ہوں
Tere ishq ki inteha chahta hoon
Meri saadiqi dekh main kya chahta hoon
Bhari bazm mein raaz ki baat keh di
Bada be-adab hoon saza chahta hoon.
نقاب کیا چپائے گا شباب حسن کو
نگاہ عشق تو پتھر بھی چیردیتی ہے
Niqab kya chupaaye ga shabaab-e-husn ko
Nigaah-e-ishq to pathar bhi cheer deti hai.
تیرے لیے یہ ساری دنیا _❤
میرے لیے بس اک تُم _❤
Tere liye yeh saari duniya _❤
Mere liye bas ek tum _❤
پھر آج کون ہے میری جگہ پر
تم تو کہتے تھے نہیں تم سا کوئی
Phir aaj kaun hai meri jagah par
Tum to kehte the nahi tum sa koi.
زمیں پہ عشق اسی واسطے اتارا گیا
کہ جتنے کام کے بندے ہے سب ٹھکانے لگیں 💞✍️
Zameen pe ishq isi wastay utaara gaya
Ke jitne kaam ke bande hain sab thikane lagein.
I hope you really enjoyed these best Ishq poetry in Urdu, you can also read Urdu poetry, sad poetry,Urdu quotes and sad love poetry in this website. You also read more interesting poetry on Google.
2 thoughts on “Ishq poetry in Urdu & 25+ Best Ishq poetry”