2 line Urdu poetry
2 Line Urdu Poetry” is an art which is written keeping in mind the beauty of Urdu language. The characteristic of this art is that it conveys important meanings in short words.Each poetic stanza reveals a whole world. “Two Line Urdu Poetry” is an example of the same brevity and charm that best describes human emotions and feelings.Urdu poetry is written on various topics. Love, grief, passion, critical views, humor, political and social issues, all are present in his writings. “Two Line Urdu Poetry” also deals with different themes, which takes the reader into a world of different colors.
Hum tere lagte toh kuch bhi nahi magar,
Bin tere na jaane kyun udaas rehte hain…
2 line Urdu poetry with images
Are you looking Urdu poetry with images your search is over here. Urdu poetry is written on various topics. Love, grief, passion, critical views, humor, political and social issues, all are present in his writings. “Two Line Urdu Poetry” also deals with different themes, which takes the reader into a world of different colors.. To understand the beauty and importance of “Two Line Urdu Poetry”, one must read it and realize its true meaning..
Woh roz doobte hue sooraj ko dekhta hai,
Ke kaash main bhi kisi shaam ka manzar hota…
Bada yaqeen tha mujhko meri mohabbat par,
Bade yaqeen se haara hoon, zindagi apni.
Kise sunayein hum apne is dard dil ki kahani,
Koi apna nahi raha ab is zamane mein...
Us ke haathon ki uljhan ne hi mehsoos karwa diya mujhe,
Ke ab us ka haath hamare liye nahi raha.
Halaat ne chehre ki chamak cheen li warna
Do chaar saal mein yun burhape nahi aate
Hanstay toh hain duniya ke ro-baroo lekin
Ek udaasi hai jo halka tak bhari hui hai
Ab toh hamein apna bana kar rakh lo na,
Sab ne mujhe tumhara samajh kar chhod diya hai…
Two Lines Poetry Urdu
Love is a central theme in Urdu poetry, and 2 Line Urdu Poetry beautifully portrays the complexities of love in a brief yet meaningful manner.Urdu Shayari is undeniable, and when presented in two concise lines, it becomes even more captivating. Whether it’s exploring themes of love, heartbreak, or longing, Urdu Shayari in 2 lines has a way of touching the soul.without wasting your time let’s start reading 2 line Urdu poetry.
Kehne lage kya chal raha hai aaj kal
Hum ne kaha sirf saansein
Bichhadna jin se hum na mumkin samjhte thay
Ab un se mile hamein arsay beet gaye
Khamoshi ko hi rakhein ge ab andaaz-e-bayaan apna,
Na bolein ge na kisi ko na-gawar guzre ga..
2 line Urdu poetry is great way to express your love .
Kuch is liye maine use jaane se nahi roka
Kyunke jaata hi kyun agar mera hota
Mard ko toh koi aur bhi mil jaati hai,
Suna hai aurat kisi ki hokar bhi mohabbat nahi bhulti…
Aise na kaho ke qismat ki baat hai…
Meri tanhai mein kuch haath tumhara bhi hai…
Ek ajnabi hai magar roshan-as lagta hai
Meri tarah woh bhi mujhe udaas lagta hai
2 line Urdu poetry
“2 Line Urdu Poetry” is an art which is written keeping in mind the beauty of Urdu language. This art is characterized by conveying important meanings in short words. “2 Line Urdu Poetry” subjects include love, grief, passion, critical views, jokes, political and social issues.here you can read best of Urdu poetry in Urdu and Roman Urdu language.
کہاں ہے زندہ لاشوں کا قبرستان
مجھے خود کی تدفین کرنی ہے
Kahan hai zindagi laashon ka qabristan
Mujhe khud ki tadfeen karni hai
ہم تو اپنوں کے لیے ہنستے ہیں
ورنہ ہنسنا تو ہم کب کے بھول گئے
Hum toh apnon ke liye haste hain
Warna hansna toh hum kab ke bhool gaye
آج کافی طبیعت ناساز ہے میری
آج سانس لینے کو جی نہیں چاہ رہا
Aaj kaafi tabiyat nasaz hai meri
Aaj saans lene ko ji nahi chahta
کہاں روکنا تھا ہم نے تمھیں جانے سے
ایک بار اپنے دل کی بات بتا کے تو دیکھتے
Kahan rokna tha hum ne tumhein jaane se
Ek baar apne dil ki baat bata ke toh dekhte
ڈر رہی ہوں اس کی باتوں پر
دل کو نہ آ جائے پھر سے یقین کہیں
Dar rahi hoon us ki baaton par
Dil ko na aaye phir se yaqeen kahin
زندگی کی الجھنوں سے فرار چاہیے
مجھے بچپن کا ایک دن ادھار چاہیے
Zindagi ki uljhanon se farar chahiye,
Mujhe bachpan ka ek din udhar chahiye…
ہر شخص نے پرکھا ایسے
سارے امتحان ہم پر فرض ہوں جیسے
Har shakhs ne pehra aise,
Saare imtehaan hum par farz hon jaise…
وہ دشمن جاں ہے تو کیا ہوا۔
کبھی تو وہ بھی میرا اپنا تھا
Woh dushman jaan hai toh kya hua,
Kabhi toh woh bhi mera apna tha…
میری مسکراہٹ کو میری خوشی نہیں سمجھنا
کچھ اندر کے دکھوں پے ہنس رہی ہوتی ہے
Meri muskurahat ko meri khushi nahi samjha,
Kuch muskurahatein andar ke dukhon pe hans rahi hoti hain…
روح کی اداسی نہیں جاتی
میں ہنس ہنس کے تھک جاتا ہوں
Rooh ki udaasi nahi jaati,
Main hans hans ke thak jaata hoon…
اجڑ گئے نہ سر سے پاوں تک؟ ا
ور کرو محبت بے پرواہ لوگوں سے
Ajre gaye na sar se paon tak?
Aur karo mohabbat be-parwah logo se…
تسلی نا ملی جب تو مجھے چھوڑ کر گئی
ان زخموں کو خروچنا ضروری تھا کیا
Tasalli na mili jab tu mujhe chhod kar gayi,
Un zakhmon ko khuraachna zaroori tha kya…
ہر خوشی دی تھی میں نے تجھے
پھر دوسروں سے دل لگانا ضروری تھا کیا
Har khushi di thi maine tujhe,
Phir doosron se dil lagana zaroori tha kya…
سناٹے روح میں اتر جائیں تو
رونقيں متاثر نہیں کرتی
Suna hai rooh mein utar jaayein toh,
Ronaqen mutasir nahi karti.
کسی بازار سے جو مل جاتا
اپنا بچپن خرید لاتے پھر
Kisi bazaar se jo mil jaata,
Apna bachpan khareed laate phir.
2 Line Urdu Poetry Romantic SMS
“Urdu mein do line ki shayari ek anokha aur dilchasp andaz hai jis mein mohabbat, afsos, aur khushbu ko izhar kiya jata hai. Ye shayari urdu adab ka aik qeemti hissa hai jo sirf do lineon mein mukhtasir hoti hai. Mohabbat aur afsos ki 2 line urdu poetry dil ko choo jati hai aur aksar logon ke dilon mein utni gehrai tak ponch jati hai ke wo iske husn aur shayari ko samajh nahi sakte.
Here you can read some best 2 line Urdu poetry in Roman Urdu language for SMS text.
Talkh baatein agar bol di jaayein to rishte mar jaate hain
Aur agar dil mein rakhi jaayein to dil mar jaata hai
Khauf aaya tha mujhe pehle pehle,
Ab toh hans deta hoon apni veerani par.
Mujay ishq kay dhagoo maj proo kar us nay
Sari mehfil ko dikhaya buhat porzor tamashah
Haqdaar to duniya mein hi saza ke thay
Lekin humne Khuda par chhod diya apni baybasi dekh kar
Ajab be bassi ka mausam hai dil ke angan mein,
Tars gaye hain tere saath guftagu ke liye.
Kiya paaya maine sadiyon ki mohabbat se,
Ek shayari ka hunar doosra jagne ki saza.
Kabhi kabhi jee chahta hai ke,
Itna cheekh ke rou ke saansein aane jaane se maazrat kar lein.
Aaj dil kuch yun udaas hai jaise,
Tanha kashti ko samundar mein shaam ho jaaye.
Thanks for reading 2 line Urdu poetry ,you can also find more besf Urdu poetry on Google. If you want to read more Urdu poetry like sad poetry, love poetry or Urdu quotes then also visit our website.
6 thoughts on “2 line urdu poetry | best of Urdu poetry”