Sad poetry for Life
Sad poetry for Life is a need of every heart broken human. While facing the realities of life, every human being sometimes suffers from sad moments. This is when words fall short to describe the heartache. Sad poetry in Urdu has always described the sorrows of life with great beauty and depth. Through poetry, man finds peace by letting out his inner anger. This is the reason why 2 lines sad poetry and long sad poetry go so deep in people’s hearts.
تمام عمر تجھے زندگی کا پیار ملے
خدا کرے کہ خوشی تم کو بار بار ملے
Tamam umr tujhe zindagi ka pyar mile
khuda kare ke khushi tum ko baar baar mile
زندگی سے زندگی روٹھی رہی
آدمی سے آدمی برہم رہا
Zindagi se zindagi roothi rahi
aadmi se aadmi barham raha
اے عدم کے مسافرو ہشیار
راہ میں زندگی کھڑی ہوگی
Ae adam ke musafiro hoshiyar
raah mein zindagi khadi hogi
زندگی کے ہیں دو جہاں ایک یہ جہاں ایک وہ جہاں اس کے درمیان فاصلہ ایک سانس کاجو چلتی رہیں تو یہ جہاں جو رک جائے تو وہ جہاں
Zindagi ke hain do jahan ek yeh jahan ek woh jahan
is ke darmiyan faasla ek saans ka jo chalti rahay to yeh jahan jo ruk jaye to woh jahan
زندگی کیا ہے اک کہانی ہے
یہ کہانی نہیں سنانی ہے
Zindagi kya hai ek kahani hai
yeh kahani nahi sunani hai
تم زندگی کی وہ کمی ہو
جو زندگی بھر رہے گی
Tum zindagi ki woh kami ho
jo zindagi bhar rahegi
زندگی جب عذاب ہوتی ہے
عاشقی کامیاب ہوتی ہے
Zindagi jab azaab hoti hai
aashqi kamiyab hoti hai
موت ہی انسان کی دشمن نہیں
زندگی بھی جان لے کر جائے گی
Maut hi insaan ki dushman nahi
zindagi bhi jaan le kar jaye gi
غیروں سے پوچھتی ہے طریقہ نجات کا
اپنوں کی سازشوں سے پریشان زندگی
Ghairon se poochhti hai tareeqa najaat ka
apnon ki saazishon se pareshaan zindagi
زندگی اور زندگی کی یادگار
پردہ اور پردے پہ کچھ پرچھائیاں
Zindagi aur zindagi ki yaadgar
parda aur parde pe kuch parchhaian
Sad Poetry in Urdu for life
Sad poetry in Urdu for life is the best way to describe the difficulties and problems of life. This poetry reveals the hidden sorrows and pains of the heart, and describes every situation that is difficult to describe in words. Urdu poetry has always beautifully presented the heartache and problems of life, reading which lightens the burden of a person’s heart.
Yun to marne ke liye zehar sabhi peete hain
zindagi tere liye zehar piya hai maine
Qaid-e-hayaat-o-band-e-gham asal mein dono ek hain
maut se pehle aadmi gham se najaat paaye kyun
Hayat laakh ho fani magar yeh sun rakhiye
hayat se jo hai maqsud ghair fani hai
Badla wafa ke denge badi saadgi se hum
tum hum se rooth jaoge aur zindagi se hum
Zindagi kisi ko dukh dein kar khush rehne ka naam nahi
zindagi woh jo sab aapse khush rahen
Zindagi kehte hain jis ko chaar din ki baat hai,
bas hamesha rehne wali ek Khuda ki zaat hai.
Mat socha kar zindagi ke baare mein jis ne zindagi di hai us ne bohot kuch soch rakha hai tere liye
Agar zindagi mein sukoon chahte ho to lafzon ki jungon se parheiz karo
Talkhiyan is mein bohot kuch hain maza kuch bhi nahi
zindagi dard-e-mohabbat ke siwa kuch bhi nahi
2 lines sad shayari for life
2 lines sad shayari has this feature that it can express every sorrow of life despite being short. Be it the pain of love or the unfaithfulness of the world, sad poetry for life describes the state of the heart in such a way that the reader finds their every sorrow in this poetry. This is the reason why this poem of two lines is heart touching and leaves a deep impression in the heart of every human being.
Ae zindagi mujhe tujh se shikayatein bohot hain
sambhal ja warna chhod denge tujhe bhi
Masoom bachpan gumraah jawani mohtaaj burhapa
be rehm maut bas yahi zindagi hai pyare
Saari ruswai zamaane ki gawara kar ke
zindagi jeete hain kuch log khassara kar ke
Zindagi aakhir rula hi deti hai phir chahe aap
apne maan baap ke kitne hi laadle kyon na hoon
Ho gaya hai zindagi ka tajurba thoda bohat,
ab samajh lete hain meethay lafzon ki karwahatein.
Is tarah zindagi ne diya hai hamara saath,
jaise koi nibhaah raha ho raqeeb se.
Ae bani aadam ki aulaad mat bhaag zindagi ki haqeeqat se
kahin der na ho jaye duniya ki rangeeniyon ikatha karte karte
Maine bohot jagah yeh soch kar sabr kiya hai
hota hai ___, chalta hai ___, zindagi hai
Zindagi achi cheez hai kyun ke yeh bas ek baar milti hai
baar baar is azaab se guzarna nahi padta
Life Sad Poetry In Urdu Text
Different aspects of life are highlighted in Sad poetry in Urdu text. Be it love failure or other problems of life, life sad poetry describes every situation in the best way. This short but profound poem puts the wounds of the heart into words and puts the listener in a state that is beyond words. That is why reading sad poetry in Urdu text is a special experience.
Damaan-e-tawakkul ki yeh khoobi hai ke is mein
pewand to lage hote hain dhabbe nahi hote
Phir yun hua ke kat gayi tere baghair bhi
ujri hui luti hui veeraan zindagi
Zindagi tere tasalsul mein hum ne
woh log bhi khoye jo saans ki manind the
Ek tamanna thi ke zindagi rang birangi ho
ittefaq to dekhiye jo bhi mila girgit hi mila
Koi sulah karwa de zindagi ki uljhanon se
badi talab hai aaj humein bhi muskurane ki
Rishte bikhre apne bichhde ab ji ke kya karna
chhod de saath ae zindagi mujhe ab aur nahi marna
Marta nahi hai koi kisi ke baghair yeh haqeeqat hai zindagi ki
lekin sirf saans lene ko hi to jeena nahi kehte
Aksar kitabon ke safhe palat kar sochta hoon main
ae kaash palat jaye yun zindagi to kya baat hai
Yeh zindagi to bas sikoon ke gird ghoomti hai
jahan bhi mil jaye wohi khatam ho jati hai
Heart touching life sad poetry 2 lines
The poetry of two lines in Sad poetry in Urdu has such a characteristic that it leaves a deep impression on the heart despite being short. Through 2 lines sad poetry, the poet describes life’s problems, pain, and sorrow in a few words, which remind the listener of the sad moments of his life. This poetry not only touches the heart but also creates a feeling that affects the heart deeply.
Kyun na saza milti humein mohabbat mein
Aakhir humne bhi to bohot dil dukhaye the
Intezar-e-yaar mein zinda hai khuda ya warna
Kaun jeeta hai duniya mein tamasha ban kar
Mohsin dil-e-ghareeb ki veeraniyan to dekh
Kaisa ghar tha jo tere haathon ujhad gaya
Kar li na tasalli dil tod kar
Maine kaha tha is mein kuch nahin tere siwa
Woh saadgi pehen kar bhi dil mein utar gaya
Us ki har ek ada mein ajab bhoolpan sa tha
Akele raat bhar tadapta raha mareez-e-shaam-e-gham Ghalib
Na tum aaye, na neend aayi, na chain aaya, na maut aayi
Tujh se pehle bhi kai zakhm the seene mein magar
Ab ke woh dard hai dil mein ke ragain toot’ti hain
Khwaahishon ke zeher mein ikhlas ka ras ghol kar
Woh to pathar ho gaya, do chaar hans bol kar
Ab us ko kho raha hoon bade ishtiyaaq se
Woh jisko dhoonde main zamaana laga mujhe
Conclusion
Sad poetry in Urdu is an effective tool for describing the bitter realities of life, the failures of love, and the unfaithfulness of the world. Whether it is 2 lines sad poetry or heart-touching life sad poetry in Urdu text, every poem goes deep into the heart and reveals the sorrow and pain of a human being. Urdu poetry has always presented human emotions and problems of life with beauty and depth, reading which soothes the heart and gives courage to face the challenges of life.
Also read more sad poetry for Life on google.
2 thoughts on “Sad poetry for life in Urdu 2024”