In the world of Urdu poetry, poems about betrayal have always been touching. The Urdu bewafa poetry 2 lines capture a sea of emotions, drawing the reader in. In bewafa poetry, poets express their heartbreak, sorrow, and grief in words that not only touch the heart but leave a lasting impression.
آو کچھ دیر تزکرہ ہی کر لیں۔۔
ان دنوں کا۔۔۔جب تم ہمارے تھے۔۔
Aao kuch der tazkara hi kar lein
Un dino ka… jab tum humare the
خود کلامی بھی عجیب ہوتی ہے
خو دسے باتیں اور تیری باتیں
Khud kalami bhi ajeeb hoti hai
Khud se baatein aur teri baatein
لوگ شامل تھے اور بھی لیکن
دل تیری کوششوں سے ٹوٹا ہے
Log shaamil the aur bhi lekin
Dil teri koshishon se toota hai
جسم اس کا بھی مٹی کا ہے میری طرح
پھر کیوں میرا ہی دل تڑپتا ہے اس کے لئے
Jism uska bhi mitti ka hai meri tarah
Phir kyun mera hi dil tadapta hai us ke li
ٹوٹ کر بھی دھڑکتا رہتاہے
دل سا کوئی وفادار نہیں دیکھا
Toot kar bhi dhadakta rehta hai
Dil sa koi wafadaar nahi dekha
Kehte to jo dil kya cheez hai jaan bhi luta denge
Aaj kehte hain chhod do haath meri izzat ka sawal hai
Ab woh yaad bhi aaye to chup rehte hain
Ke aankhon ko khabar hui to baras jayengi
Dil uska bhi tha dil mera bhi tha, farq sirf itna tha
Woh pathar tha jo salamat raha, yeh sheesha tha jo toot gaya
Heart Touching Bewafa Poetry in Urdu
Dil ko choo jane wali bewafa shayari ne hamesha poetry perhnay Waly ke dil mein ek khaas maqam banaya hai. Aisi shayari mein khayanat aur bewafai ke jazbat ko is khubsurati se bayan kiya jata hai ke har ek sher dil ko choo leta hai.
Kambakht maanta hi nahin dil usey bhulane ko
Main haath jodta hoon to woh paon pad jata hai
Tamaam sheher ka mauzo-e-guftagu hai wohi
Use kehna bohot aam ho raha hai woh
Hum bhi ghar se Munir tab nikle
Baat apnon ki jab sahi na gayi
Mausam ki tarah badalte hain us ke ehed
Ooper se yeh zid ke mujh pe aitbaar karo
Nahi hai sang koi humsafar to kya hua
Khamoshiyan, veeraniyan, ruswaiyan to hain
Dhoka dena to mohabbat walon ki rasm-e-wafa hai Faraz
Phool khushboo ke liye hote to log janaze pe na dalte
Us lehje ke badalne ki kahani ko samajh
Ab ae dil use chaho to tumhari marzi
Hua ab jo rabta to usko bataoonga
Tera na milna tere chhod jaane se behtar hai
Bewafa Poetry in Urdu 2 Lines
Two lines Urdu sad shayari mein khayanat aur bewafai ke jazbat ko badi hi khubsurati se bayan kiya jata hai. Yeh mukhtasir ashaar dil ki kefiyat aur dukh ko behtareen andaaz mein pesh karte hain.
Halaat Ki aik zarb nay soraat hj badal Di
Mujh say Meri tasweer Zara bhi Nahi multi
Darakhton se talluq ka hunar to seekh le insaan
Jadon mein zakhm lagte hain tahniyaan sookh jaati hain
Woh jise samjha tha zindagi, meri dhadkanon ka fareb tha
Mujhe muskurana sikha ke woh meri rooh tak ko rula gaya
Also read Zindagi udas poetry.
Do hi mamley Umer bhar , haal na howy
Neend Puri na howi , khawab mukamel na howy
Qayamat khez hain aankhein tumhari
Tum aakhir khwab kis ke dekhte ho
Muddat hui hai yaar ki aayi nahi khabar
Lagta hai ke qaasid bhi raqeebon se ja mila
Kabhi kaafir kabhi mujrim bana sheher-e-munafiq mein
Sazaa-e-maut li usne yahan jisne wafa maangi
Urdu Bewafa Poetry Copy Paste
Urdu bewafa shayari for copy paste mein behtareen ashaar shamil hote hain. Yeh ashaar na sirf dil ko behlate hain balki khayanat ke jazbat ko bhi khubsurati se bayan karte hain.
Utha sake to utha hashr, ae dil-e-buzdil
Kahan talak teri dhak dhak suna kare koi
Mil jaayega hum ko bhi koi toot ke chaahne wala
Ab sheher ka sheher to bewafa nahi hota
Mohabbat dekhi maine zameen ke logon ki Wasi
Jahan kuch daam zyada hon wahan log bik jaate hain
Mujhe maloom hai tum khush bohot ho is judaai se
Ab khayal rakhna apna, tumhe tum jaisa na mil jaaye
Dil tha akela aur gham the hazaar
Afsos akele ko mil ke hazaaron ne loota
Koi zanjeer nahin phir bhi giraftar hain hum
Kya khabar thi ke tumhein hunar bhi aata hai
Bewafa Dost Poetry in Urdu Text
Bewafa dost shayari mein dil ki kefiyat ko bayan karne ka ek munfarid andaaz hai. Aisi shayari mein dosti ki haqeeqat aur uski talkhiyon ko khubsurat alfaaz mein bayan kiya jata hai.
Woh us qadar apni zaat mein uljha raha Mohsin
Ke woh kis kis ko bhool gaya use khabar na hui
Woh tera ek waada Mohsin ke hum kabhi juda na honge
Woh qissa main sabhi ko suna kar muskurata hoon
Woh kehta hai bata tera dard main kaise samjhun
Maine kaha ishq kar aur karke haar ja
Tu mohabbat ki riwayat se na bach payega
Jaan le ga koi jaan se pyara ban kar
Harf-e-tasalli to ek takalluf hai warna
Jis ka dard usi ka dard baqi sab tamashai
Riwaaj to yeh hi hai duniya ka mil jana bichhad jana
Tum se yeh kaisa rishta hai na milte ho, na bichhadte ho
Bewafa Poetry in English
In the English language, bewafa poetry has its own unique charm. This poetry not only expresses the emotions of betrayal but also compels the reader to delve into the depths of their heart.
Zulm yeh hai ke musalsal teri begaah ro
Lutf yeh ke main phir bhi tujhe apna samjhun
Yaqeen usko nahin aata wazaahat main nahin karta
Guzar jayegi saari umar shayad imtihaanon mein
Main tum se kuch nahin kehta fakat itni guzarish hai
Ke itni baar mil jao ke jitna yaad aate ho
Tere bichadne se aur to kuch na hua
Wahan aksar dard rehta hai jahan kabhi dil hua karta tha
Conclusion
Aakhir mein, Urdu bewafa shayari, jo khayanat aur bewafai ke jazbat ko gehraai aur jazbaati andaaz mein bayan karti hai, qariin ko hamesha mutasir karti hai. Chahe do lineon mein pesh ki jaye ya mukhtalif ashaakil mein bayan ki jaye.
Also read Dost udas poetry here.
You can also go blogsinurdu.com for more Urdu bewafa poetry .