Zindagi udas poetry
Are you searching for Zindagi udas poetry? Here you will found best Zindagi udas shayari in Urdu 2 lines .
Zindagi udas poetry in Urdu 2 lines
Sad poetry is a subject that expresses the emotions and feelings from the depths of the heart in the form of words. This poetry describes the grief, sorrow, and sadness of the human heart and gives words to the hidden pain.
Supurd kar ke use chaandni ke haathon mein
Main apne ghar ke andheron ko laut aaongi
Mayusi-e-ma’al-e-mohabbat na poochiye
Apnon se paish aaye hain begaangi se hum
Mujh se nafrat hai agar usko to izhaar kare
Kab main kehta hoon mujhe pyaar hi karta jaaye
Is judaai mein tum andar se bikhar jao ge
Kisi mazoor ko dekho ge to yaad aaoonga
Yeh shukar hai ke mere paas tera gham to raha
Warna zindagi bhar ko rula diya hota
Baat kar sakte ho tum mujh se mohabbat ke ewaz
Aur museebat me mujay call Mila Sakty ho
Gham mein bhi khushiyan chha jaati hain
Jab meri mohabbat ek baar muskurati hai
Qissa mohabbat aage hi na badh saka
Hum unka ehteram hi karte reh gay
Aas kya ab to umeed naaumeedi bhi nahi
Kaun de mujh ko tasalli kaun behlaaye mujhe
Click to get Love poetry in Urdu
Uthte nahi hain ab to dua ke liye bhi haath
Kis darja naaumeed hain parvardigaar se
Life sad Poetry in Urdu
Udas shayari dil ko sukoon deti hai. Yeh insaan ko apne ehsaasat ko samajhne aur bayan karne ka mauka faraham karti hai. Jab log apne gham aur dard ko alfaz ki soorat mein sunte hain, toh woh apne aap ko akela mehsoos nahi karte.
Ek pal bhi teri yaad se ghaafil nahi hua
Main mazhab-e-wafa ka tahajjud guzaar hoon
Do misron ki kahani
Main, tum aur zindagani
Tu wafa ki raah mein kabhi saath to chal
Bikhar jaaonga teri raah mein phoolon ki tarah
Read best Sad love poetry here.
Ek shakhs ki chahat ka armaan raha aksar
Jo jaan ke sab kuch bhi anjaan raha aksar
Main ne wahan bhi sirf tumhein hi manga
Jahan log sirf apni khushiyan maangte hain
Mohabbat mein hamesha zindagi barbaad hoti hai
Yeh sab kuch hai magar phir bhi tumhari yaad rehti hai
Kisi sookhe hue gulaab ki ma’anand
Yak-tarfa mohabbat sambhaal rakhi hai
Qatra qatra mere halq ko tar karti hai
Meri rag rag mein teri mohabbat safar karti hai
Kehte hain har cheez ki ek inteha hoti hai
Phir yeh mohabbat kyun kisi se beinteha hoti hai
You can also search us on Google for Urdu poetry.
Kaise chhod doon tum se mohabbat karna
Tu kismet mein nahi par dil mein to hai
Ek mohabbat ke liye zindagi khatam karne chale ho
pehle us se to mohabbat nibhao jis ne zindagi di hai
Wujood apna na rooh apni bas ek tamasha hai zindagi
ajab yeh chahat ke marhale hain na jeet paye na haar paye
Hazaron mahfilen hain lakhon mele hain
Par jahan tum nahi wahan hum akele
Dono jahan teri mohabbat mein haar ke
Woh ja raha hai koi shab-e-gum guzar Kay
Conclusion
Zindagi udas poetry is the voice of the heart which reaches people in the form of words. This poetry describes the pain of the heart and helps a person to understand his feelings. If you also want to express the state of your heart, try writing sad poetry and see how your words touch hearts.
You can also visit blogs in Urdu for more poetry.
1 thought on “Zindagi udas poetry in Urdu 2 lines”