john elia poetry in urdu text
The depth and sadness of “John Elia poetry” has given a new color to the realm of Urdu poetry. His poetic style is very distinct and unique, which is a reflection of his personality and bitter realities of life. A deep sadness, existentialism, and rebellious undertones are evident in Jon Elia’s poetry. In ” Urdu Poetry 2 Lines” and “John Elia Poetry in Urdu Text” there is a combination of his love, pain, loneliness, and philosophy, which not only makes the reader think but also touches his heart.
تند لمحوں سے ٹوٹ پھوٹ کے میں
تیری بانہوں میں آن پڑتا ہوں
Tund lamhon se toot phoot ke main
Teri baanhon mein aan padta hoon
وہ جو رہتی تھی دل محلے میں
پھر وہ لڑکی مجھے ملی ہی نہیں
Woh jo rehti thi dil muhalle mein
Phir woh ladki mujhe mili hi nahi
کون سے شوق کس ہوس کا نہیں
دل مری جان تیرے بس کا نہیں
Kaun se shauq kis havas ka nahi
Dil meri jaan tere bas ka nahi
کوئے جاناں میں سوگ برپا ہے
کہ اچانک سدھر گیا ہوں میں
Ko-e Janaan mein soog barpa hai
Ke achanak sudhar gaya hoon main
نیا اک رشتہ پیدا کیوں کریں ہم
بچھڑنا ہے تو جھگڑا کیوں کریں ہم
Naya ek rishta paida kyun karein hum
Bichhadna hai to jhagra kyun karein hum
ساری دنیا کے غم ہمارے ہیں
اور ستم یہ کہ ہم تمہارے ہیں
Saari duniya ke gham hamare hain
Aur sitam yeh ke hum tumhare hain
کون اس گھر کی دیکھ بھال کرے
روز اک چیز ٹوٹ جاتی ہے
Kaun is ghar ki dekh bhaal kare
Roz ek cheez toot jaati hai
خموشی سے ادا ہو رسم دوری
کوئی ہنگامہ برپا کیوں کریں ہم
Khamoshi se ada ho rasm-e-doori
Koi hangaama barpa kyun karein hum
میں نے سب خواہشوں کو ٹال دیا
اپنے دل سے تمہیں نکال دیا
Main ne sab khwahishon ko taal diya
Apne dil se tumhe nikaal diya
میری ہر بات بے اثر ہی رہی
نقص ہے کچھ مرے بیان میں کیا
Meri har baat be-asar hi rahi
Nuqs hai kuch mere bayan mein kya
تری قیمت گھٹائی جا رہی ہے
مجھے فرقت سکھائی جا رہی ہے
Teri keemat ghataai ja rahi hai
Mujhe furqat sikhai ja rahi hai
john elia poetry in urdu 2 lines sms
His ghazals and poems, in the form of “John Elia Best Lines” and “John Elia Poetry in Urdu Mein” take the readers to a new world, where there is breadth of thought and depth of emotion. The authenticity and truth found in “John Elia Love Quotes” and “John Elijah Sad Poetry Urdu Text” make his poetry unique from other poets. His “Books of John Elia” and popular poems like “Deep Disgust John Elia Poetry in Urdu” touch the hearts of readers of all ages.
اس نے گویا مجھی کو یاد رکھا
میں بھی گویا اسی کو بھول گیا
Us ne goya mujhi ko yaad rakha
Main bhi goya usi ko bhool gaya
یہ مجھے چین کیوں نہیں پڑتا
ایک ہی شخص تھا جہان میں کیا
Yeh mujhe chain kyun nahi padta
Ek hi shakhs tha jahan mein kya
تمہارا ہجر منا لوں اگر اجازت ہو
میں دل💜 کسی سے لگا لوں اگر اجازت ہو
Tumhara hijr mana loon agar ijaazat ho
Main dil kisi se laga loon agar ijaazat ho
تیغ بازی کا شوق اپنی جگہ
آپ تو قتل عام کر رہے ہیں
Tegh baazi ka shauq apni jagah
Aap to qatl aam kar rahe hain
یہ پیہم تلخ کامی سی رہی کیا
محبت زہر کھا کر آئی تھی کیا
Yeh paiham talkh kaami si rahi kya
Mohabbat zehr kha kar aayi thi kya
نئی خواہش رچائی جا رہی ہے
تری فرقت منائی جا رہی ہے
Nayi khwahish rachai ja rahi hai
Teri furqat manai ja rahi hai
کیا ہے جو بدل گئی ہے دنیا
میں بھی تو بہت بدل گیا ہوں
Kya hai jo badal gayi hai duniya
Main bhi to bohot badal gaya hoon
دل💜 نے ڈالا تھا درمیاں جن کو
لوگ وہ درمیاں کے تھے ہی نہیں
Dil ne daala tha darmiyaan jin ko
Log woh darmiyaan ke the hi nahi
وہ فقط صحن تک ہی آتی تھی
میں بھی حجرے سے کم نکلتا تھا
Woh faqat sehn tak hi aati thi
Main bhi hujre se kam nikalta tha
مر گئے خواب سب کی آنکھوں کے
ہر طرف ہے گلہ حقیقت کا
Mar gaye khwaab sab ki aankhon ke
Har taraf hai gila haqeeqat ka
john elia poetry in urdu text copy paste
His poems and poems, which are available in the form of “John Elia’s Best Poetry” and “John Elia Poetry in Urdu Copy Paste”, hold a special place in the hearts of everyone. “John Elia Love Poetry in Urdu” and “John Elia Best Poems” have made his poetry memorable forever. People can connect more with his thoughts and feelings by sharing his poetry on platforms like “Joon Ilya Whatsapp Group Link”.
جانے کہاں بسے گی تُو
جانے کہاں رہوں گا میں
Jaane kahaan basegi tu
Jaane kahaan rahoon ga main
کمسنی میں بہت شریر تھی وہ
اب تو شیطان ہو گئی ہوگی
Kamsini mein bohot shareer thi woh
Ab to shetaan ho gayi hogi
Na hua naseeb qaraar-e-jaan havas qaraar bhi ab nahi
Tera intezaar bohot kiya tera intezaar bhi ab nahi
Na gale rahe na gumaan rahe na guzaarishen hain na guftagu
Woh nishaat waada-e-wasl kya humein aitbaar bhi ab nahi
Mujh ko khwahish hi dhoondhne ki na thi
Mujh mein khoya raha khuda mera
Tu bhi chup hai main bhi chup hoon yeh kaisi tanhai hai
Tere saath teri yaad aayi kya tu sach much aayi hai
Roya hoon to apne doston mein
Par tujh se to hans ke hi mila hoon
Saari gali sunsan pari thi baad-e-fana ke pehre mein
Hijr ke daalaan aur aangan mein bas ek saaya zinda tha
Yaaron kuch to zikr karo tum uski qayaamat baanhon ka
Woh jo simat-te honge un mein woh to mar jaate honge
Kis se kahoon ke ek saraapa wafa mujhe
Tanhaaiyon mein chhod kar tanha chali gayi
Jo guzr dushman hai us ka rah guzr rakha hai naam
Zaat se apni na hilne ka safar rakha hai naam
deep narazgi john elia poetry in urdu
John Elia poetry reflects not only love but also grief and sadness. “Jaun Elia’s Sad Poetry” and “John Elia’s Poetry in Urdu 2 Lines Text” reflect the bitterness and experiences of his life.
Ab to mujh ko pasand aa jao
Main ne khud mein bohot kami kar li
Also read Allama Iqbal poetry here.
Kis liye dekhti ho aaina
Tum to khud se bhi khoobsoorat ho
Mujh se milne ko aap aaye hain?
Baithiye main bula ke laata hoon
Duniya tabah kar ke hosh aa gaya hai dil ko
Ab to hamari sun ab hum sudhar chale hain
Main bhi bohot ajeeb hoon itna ajeeb hoon ke bas
Khud ko tabaah kar liya aur malaal bhi nahi
Kya main aangan mein chhod doon sona
Jee jalaaye gi chaandni kab tak
Dil yeh ajeeb baat hai teri nahi suni gayi
Thay jo bala ke sangdil unka kaha suna gaya
Arzoo ke kanwal khile hi na thay
Farz kar lo ke hum mile hi na thay
Ajab naqadar hai woh shakhs apna
Mujhe kehna para har ik se mat mil
Labon ka yeh hai ke rishta sabhi se hai inka
Bane na jis se labon ki woh khaar dil mein rahe
Theeroon na gali mein teri wahshat ne kaha tha
Main had se guzar jaoon mohabbat ne kaha tha
Kise hai khwahish marham gari magar phir bhi
Main apne zakhm dikha loon agar ijazat ho
Woh naaf pyaale se sarmast kare warna
Hoke main kabhi uska qaail nahi aane ka
Main satah harf pe tujh ko utaar laya hoon
Tera zawal hi mera kamal hai shayad
Conclusion
John Elia’s famous poems reflect the beauty and depth of his poetry. Some of his famous poems are: “No one can reach me, it’s a big accident in me” and “I’m too strange, so strange that just, I’ve destroyed myself and I’m not even bored”. These poems reflect the truth and pain of his life. Jon Elia’s poetry has given new colors to Urdu literature and he will always shine on the horizon of literature.
You can also read more John Elia poetry on hamari web .
Also read :-
2 thoughts on “50+ john elia poetry in urdu text 2 lines shayari”