Best Attitude poetry in Urdu
Through attitude poetry in Urdu, you can represent your self-confidence and bold personality. Attitude shayari has its own special charm. Nowadays, the youth really love this poetry because it expresses their emotions and unique style. In this post we’ve brought you an amazing collection of attitude poetry in Urdu that you can share with your friends. Additionally, you can use 2-line attitude poetry for your social media status.
سب کے مطابق ہو جاؤں
مطلب میں بھی منافق ہو جاؤں
Sab ke mutabiq ho jaoon
Matlab main bhi munafiq ho jaoon
بہتر ہو تم تو بہتر ہی رہو
تم جیسا مجھے ہونا بھی نہیں ہے
Behtar ho tum to behtar hi raho
Tum jaisa mujhe hona bhi nahi hai
جن کو تم استاد مانتے ہو
وہ ہمارے نالائق شاگرد ہیں
Jin ko tum ustad maante ho
Woh hamare nalayak shagird hain
تمہیں بس لاکھ تک آتی ہے گنتی
ہائے کروڑوں خامیاں ہیں مجھ میں
Tumhein bas lakh tak aati hai ginti
Haye karoron khamiyan hain mujh mein
ٹوٹے ہوئے لوگ جب مزید ٹوٹتے ہیں
تو کمزور نہیں بلکہ اور مضبوط ہو جاتے ہیں
Tote hue log jab mazeed toot te hain
To kamzor nahi balki aur mazboot ho jate hain
جب ضمیر غلامی کا عادی ہو جائے
تو طاقت کوئی معنی نہیں رکھتی
Jab zameer ghulami ka aadhi ho jaye
To taqat koi maani nahi rakhti
جب تک تم ڈرتے رہو گے
تمہاری زندگی کے فیصلےکوئی اور لیتا رہے گا
Jab tak tum darte rahoge
Tumhari zindagi ke faisle Koi aur leta rahega
جو یقین کی راہ پر چل پڑے انہیں منزلوں نے پناہ دی
جنہیں وسوسوں نے ڈرایا دیا وہ قدم قدم پر بہک گئے
Jo yaqeen ki raah par chal padte hain
Unhein manzilon ne panaah di
Jinhein waswason ne daraaya diya
Woh qadam qadam par behak gaye
Also read more Urdu poetry here.
طبیعت میں اپنی اک گہرا راز ہوں
میرے سوا کوئی مجھے جانتا نہیں
Tabiyat mein apni ek gehra raaz hoon
Mere siwa koi mujhe jaanta nahi
Attitude poetry in Urdu 2 lines text
Sometimes, a small statement can leave a big impact. Due to being short and simple, 2-line attitude poetry is in high demand. You can easily copy this poetry and share it on your WhatsApp status or Facebook.
خود کو اچھا دیکھانے کے لیے
کچھ لوگ میری بُرائی کر تے ہیں
Khud ko achha dikhane ke liye
Kuch log meri burai karte hain
ہمارا چھوڑیئے ہم تو ڈھیٹ ہیں
آپ سنائیے آپ ٹھیک ہیں؟
Hamari chhodiye hum to dheeth hain
Aap sunaaiye aap theek hain?
ادب کیجیے ہماری ہنسی کا
آپ کی منافقت کو چھپائے پھرتے ہیں
Adab kijiye hamari hansi ka
Aap ki munafiqat ko chhupaye phirte hain
کوئی بات ہو دل میں چھپاتا نہیں
ہر روز بنا لیتا ہوں دوچار مخالف.
Koi baat ho dil mein chhupata nahi
Har roz bana leta hoon dochar mukhalif
ہم ذرا بد لحاظ سے ہیں
کم ہی کسی کو راس آتے ہیں
Hum zara badlahaz hain
Kam hi kisi ko raas aate hain
اتنا سوچا نہ کیجئے مجھ کو
آپ کا مسئلہ نہیں ہوں میں
Itna socha na kijiye mujh ko
Aap ka masla nahi hoon main
ہم ان کو کچھ نہیں سمجھتے
جو خود کو بہت کچھ سمجھتے ہیں
Hum unko kuch nahi samajhte
Jo khud ko bahut kuch samajhte hain
لوگوں نے جتنا برا چاہا
خدا نے اس سے زیادہ عزت دی
Logon ne jitna bura chaha
Khuda ne is se zyada izzat di
مجھے اپنی حد میں رہنا پسند ہے
لوگ اسے غرور کہتے ہیں
Mujhe apni had mein rehna pasand hai
Log ise ghamoor kehte hain
Read sad poetry for Life here.
اگر تم ہارنے سے نہیں ڈرتے
تو تمہیں کوئی نہیں ہارا سکتا
Agar tum haarne se nahi darte
To tumhein koi nahi haara sakta
Best Urdu attitude Poetry copy paste
If you like to use attitude poetry in your WhatsApp status or SMS messages, then this section is perfect for you. The attitude poetry provided here is absolutely ideal for copy-pasting.
مجھ کو تولا گیا خطاؤں سے
میری اچھائیاں رائیگاں نکلیں
Mujh ko tola gaya khataon se
Meri achhaiyan raigaan nikalin
Shayad tum na waqif ho mere mizaj se
Teri tawaqqo se bhi zyada sar phira hoon
چلو پھر مسکرایا جائے
بن ماچس لوگوں کو جلایا جائے
Chalo phir muskuraya jaye
Bin matchis logon ko jalaya jaye
Thoda naam kiya hua jal gaye dushman hamare
Auqat hi itni thi ab aur kya karte becharay
تیرا غرور ایسے توڑیں گے
دیکھنے والے بھی ہاتھ جوڑے گے
Tera ghamoor aise todenge
Dekhne wale bhi haath jodege
اب ہم سدھر نہیں سکتے
برداشت کیجئے یا بھاڑ میں جائیے
Ab hum sudhar nahi sakte
Bardasht kijiye ya bhaad mein jayiye
Jahan aap ki izzat na ho wahan harگز mat jao chaahe
Wahan khana aap ko sone ki plate mein hi kyun na diya jaye
Hum apne mizaj se chalte hain sahab
Hum par hukm chalane ki gushtakhi mat karna
Kis ki himmat hai parwaz mein khalal daale
Hum paron se nahi hauslon se udte hain
Yeh jo samajhte hain mujhe rota dekhain ge
Mere qahqahay unke munh par tamanna hain
You may also like to read bewafa Poetry.
Personality attitude poetry in urdu
Attitude poetry helps you express your strong and unique personality. If you feel that your attitude is different from others, then this attitude poetry in Urdu is especially made for you.
Main woh nahi jo muqdar pe haath milta hai
Mera amal to hawaon ke rukh badalta hai
Koi bhi gham ho hans kar udaa deta hoon
Meri ana mera maqam girne nahi deta
Haq ko bayan karne se mo’min ruk nahi sakta
Utar sakta hai sar khuddar ka magar jhuk nahi sakta
Anaain jhalakti hain hamari aadaton se
Bohat se saron ka sar dard hain hum
Nawabi to hamare khoon mein shamil hai
Ghulami to hum apne dil ki bhi nahi karte
Humein parwaah nahi zamane ke nawabon ki
Hamara apna mayar hai isi mein rehte hain
Raste badalna mujhe har guz nahi aateJao dushmanon se keh do
wahi baitha hoon Jahan pehle dekha tha
Hum wafaoon mein darakhton ki tarah hain
Jahan khade hon kott to jaate hain magar badla nahi karte
New 2 line attitude Poetry with images
Nowadays, visual content is trending, and when text poetry is paired with images, it becomes even more enjoyable. In this section, we’ve curated a collection of new 2-line attitude poetry with images just for you.
Kisi ne mere baap se kaha ke apne bete ko lagaam do
Mere baap ne muskurakar kaha
Lagaam ghodon ko di jati hai, sheron ko nahi
Ek na ek din hasil kar hi loonga manzil ko
Thokre zahr to nahi jo kha kha ke mar jaoon ga
Mere dushman tera ehsan hai mujh par warna
Apne aiboon pe mera dhyan kahan tha pehle
Jitni taaliyan tumhare jeetne par bajti hain
Utni taaliyan to hamari entry par bajti hain
Yooni to nahi jalta zamana hum se
Hum apne andaaz hi zamane se alag rakhte hain
Jin ko toofan se uljhanay ki aadat ho
Aisi kashti ko samundar bhi dua dete hain
Humein samajhna itna aasan nahi
Aur jo samaj sake tum woh insaan nahi
Conclusion
Through attitude poetry, you can represent your personality in the best possible way. In this blog, we have provided you with the best collection of attitude poetry in Urdu, which will help you express your unique style and emotions.
You can also read more Attitude poetry in Urdu on Google.
Read here more.