50+ Urdu funny shayari in Urdu
Urdu funny shayari in Urdu has always entertained people with its unique and charming style of expression. It not only makes people laugh but also presents different aspects of life in a humorous way. Urdu funny poetry is loved by people of all ages due to its simplicity and wit. If you’re a fan of funny poetry in Urdu, you should explore its various forms, such as jokes, satire, and light-hearted humor.
اگر زندگی چار دن کی ہےتو
شادی کس دن کرنی چاہئے
Agar zindagi char din ki hai
toh shadi kis din karni chahiye?
اگر تمہارے وعدے نہ ہوتے کچے
تو اب ہوتے ہمارے دو بچے
Agar tumhare waade na hote kache,
To ab hote hamare do bache.
پاپا: فیل کیوں ہو گئی
می: میرا پیپر میری مرضی
پاپا: میرا جوتا میری مرضی
Papa: Fail kyun gayi?
Main: Mera paper meri marzi.
Papa: Mera joota meri marzi.
Woh poochna yeh tha ke mere dimagh mein jo paisay hain,
unhe kis tarah apne account mein transfer kra doon
Itna dubla ho gaya hoon sanam teri judai se,
khatmal bhi khench lete hain mujhe charpai se
Mubarak ho aapko yeh charbi tumhari
sada moti raho toh yeh dua hai hamari
Kuch log itne single hote hain
ke double roti ka naam sun kar ro padte hain
Jis ki ghalti ghalt nahi lagay usse mahbooba
aur jis ka theek bhi ghalt lagay usse biwi kehte hain
Hamara mizaaj aisa hai blood test ki report theek aa jaye
toh kehte hain “Aivan paise e barbaad kite ne”
Funny shayari in Urdu 2024:-
Pata nahi kab aayega woh din jab koi
ladki kahe gi “Yeh mere janu ki ID hai”
Sar mein aaj kal shadeed dard rehta hai, soch raha hoon,
qubool hai qubool hai wala dam kara loon
Kisi bhi ladki ko ghurna nahi, seedha aankh maren,
agar hanse to jhoolen lal warna munh lal
Kal ek ladki ne mujhe bartan dhotte dekha liya,
aaj uski ami rishta le aayi
Abhi maine ek machhar ko maar ke table pe rakh diya,
taake baqi macharon ko pata chale main kitni khatarnak bandi hoon
Qasam se itni khushi hoti hai jab ami
kehti hain “Yeh nakhray apni biwi ko dikhana”
Agar shirt par chai gir jaaye to kya
hum use tea shirt keh sakte hain?
Shadiyon ka season araha hai na jaane
kis ka janu kisi ke paas jaayega
Mobile mein balance na hona aapki ghurbat ki nahi,
balki single hone ki nishani hai
Best funny poetry in urdu text 2 lines
Nowadays, the trend of two-line funny poetry in Urdu is on the rise, as it’s short and quickly delivers humor. These short verses of Urdu funny poetry bring smiles to people’s faces. Especially, funny poetry in Urdu based on everyday life situations is widely appreciated and enjoyed by everyone.
Khud ko bekaar mat samjhein,
aap ka ek gardan mujhe sib wala phone dila sakta hai
Shadi bijli ki taar ki tarah hoti hai sahi jor jaye
to zindagi roshan aur galat jor jaye to sari zindagi jhatke
Duniya mein aisi koi thand nahi bani
jo shadi mein jaati ladki ko sweater pehna sake
Kya koi mujh masoom ko bhi bataayega
ke mohabbat kis clarki hoti hai?
Please apne apne gharo mein rahein
baahar police walay PUBG khel rahe hain
Mobile kharab ho to bachon ne kharab kiya hai
aur bacha kharab ho to mobile ne kharab kiya hai
Mere ashaar ne yeh asar dikhaya hai,
Nafrat ko uske dil mein barhaya hai
Biwi ghusse se dekh lena tumhein dozakh mein bhi jagah nahi milegi,
Khaawand na mile, mein har jagah tumhare saath jaana bhi nahi chahta
Baba kehte hain jab woh kahe ‘net slow tha’,
Samajh jaana bartan maanjh rahi thi
Urdu funny shayari in Urdu:-
Jab se woh dil mein aabad hue hain,
Tab se dil ke chain o sukoon barbaad hue hain
Haathon pe rakh ke haath woh pyaar se,
Boli yesu, panju, haar, kabootar, dhooli
Ladkiyon ki qadar kya karo paglo,
unke to baal bhi 3000 rupees kilo bikte hain
Achha bhala banda gora hone wala hota hai
ke phir se garmiyan aa jati hain
Love miraj aur arrange marriage mein kya farq hai? Love marriage: Apne janu se shadi. Arrange marriage: Kisi aur ke janu se shadi
Agar aapko raat ko neend nahi aati toh apni aankhon mein ek ek qatra elfie daal lein, neend bhi achi aayegi aur aankh bhi nahi khulegi.
Aaj dil kar raha tha ke koi gehri baat likhoon magar phir socha koi doob gaya toh lene ke dene par jaayein ge
Shohar apni biwi se hata le apne chehre se yeh zulfein ae jaan tamanna, agli baar agar khane mein baal aaya toh sajni se gujni bana doonga
Jism ki chot toh waqt ke saath theek ho jati hai, par zubaan se lagi chot kabhi theek nahi ho sakti, is liye behas mubahisa se bachen aur maar peet karke masla hal kar lein
Funny shayari in urdu sms:-
Baba ji kehte hain! Ke yahan shadi ek ki hoti hai, seating paanch logon ki ho jaati hai
Motay log khush akhlaq hote hain kyunke na woh zyada der lar sakte hain aur na bhag sakte hain
Jab bhi riyazi ke teacher kehte the ke farz karein mein wahi samajh jaati thi ke yeh sawaal apni samajh se bahar ka hai
Mein das pandrah din se note kar raha hoon, jaise jaise thand barhti ja rahi hai, garmi kam hoti ja rahi hai
Aksar log jab shadi ke liye serious hote hain toh khandaan mein kisi na kisi buzurg ki tabiyat serious ho jati hai
Ladki mera weight kaise kam hoga? Doctor apne sar ko daien baayen hilana hai aap ne. Ladki kaun time? Doctor jab koi khane ka pooche
Burha mareez mareez: Doctor sahab meri daaeni taang mein dard hai.
Doctor: Yeh to bariyapa ki wajah hai mareez.
Mareez: Magar doctor sahab meri doosri taang bhi to usi umar ki hai
Nikah ke waqt yeh shart bhi likhi jaaye ke raat aath se din baje TV ka remote miyan biwi mein se kis ke paas rahega
Yeh woh waaheed mulk hai jahan paiso ke liye bank ke baad mehfooz tareen jagah shalwar wali jeb samjhi jaati hai
Conclusion:-
In conclusion, Urdu funny poetry is a beautiful way of presenting the harsh realities of life through humor. It not only makes the heart happy but also reminds people of the importance of laughter and joy. Urdu funny shayari in Urdu has always been popular, and its value remains strong even today. If you want to enjoy life with laughter, make two-line funny poetry in Urdu and humorous Urdu poetry a part of your daily routine.
You can also read more poetry on Google.
Read more:-
1 thought on “Best Urdu funny shayari in Urdu funny poetry”